PGDM Kya Hai PGDM Full Form In Hindi PGDM Course Details In Hindi

What Is PGDM In Hindi PGDM Ki Full Form PGDM Ka Full Form


PGDM Course Information in Hindi

What Is Full Form Of PGDM?




PGDM ki full form Post Graduate Diploma in Managment hai PGDM bunyadi taur par managment ki field mein post graduation ka diploma hai. PGDM ki duration 2 saal hoti hai. PGDM mein main focus students ko corporate culture kay baray mein jankari di jati hai aur logon kay sath kis tarha business kay silsilay corporate karna hai aur iski kya requirements hain yeh bataya jata hai. Aisy colleges jo Post Graduate Diploma in Management offer karte hain wo AICTE (All India Council for Technical Education) sey approved hote hain. PGDM ka syllabus students ko senior management mein job profiles banane mein help karta hai. PGDM kay course mein syllabus ko instiute market kay hisab sey badal bhi sakti hai.



PGDM mein admission lenay kay liye candidates ka AICTE (All India Council for Technical Education) ki janib sey diya gaya criteria pura karna hota hai. Students ka  minimum 3 saal ki bachelor degree holder hona zarori hai jo kay AICTE (All India Council for Technical Education) sey recognized ho. Aisy students jo apni degree kay last year mein hain wo bhi is course mein apply kar sakte hain lekin aisy students ko graduation proofs jis mein saray semesters ki marksheet ho wo dena zaroori hai. Candidate ka tamam subjects mein 50 percent marks hona zarori hai ye subject UGC aur AICTE (All India Council for Technical Education) sey approve hona bhi zarori hai. Agar koi candidate in conditions ko pura nahi karta to phir uska admission cancel kar diya jata hai.

Comments

Popular posts from this blog

CGPA Kya Hota Hai CGPA Full Form in Hindi CGPA Meaning in Urdu

B.Com Full Form In Commerce Courses B.Com Meaning In Urdu B.Com Full Form In Hindi

RTGS Ka Matlab Kya Hai RTGS Full Form In Banking In Hindi RTGS Ka Full Form In Urdu