Posts

Showing posts from October, 2016

LOL Ki Full Form LOL Ka Meaning Kya Hai LOL Full Form In Hindi ROFL Ka Kya Matlab Hota Hai

Image
LOL Ka Full Form LOL Ka Means LOL Ki Hindi LOL Full Form In WhatsApp Lol Ka Meaning Kya Hai in Hindi Language LOL Meaning In Chat In Urdu Love Full Form LOL Ka Matlab Kya He LOL Ka Full Meaning LOL Ka Hindi Matalab ROFL Full Form Meaning LOL ka full form Laughing Out Loud hai. LOL ek bohat aam taur par bola jane wala lafz hai lekin ye word sirf Internet par he popular hai. LOL ka word hansi mazak ko zahir karta hai LOL ki meaning yehi hai ke koi aapki baat par bohat zyada khilkhila kar hans raha hai. LOL Word ka reaction Jokes par bhi bohat hota hai jab koi insan joke read karta hai to uske Comment mein LOL type kar deta hai. Ye ek Short word hai jo asani se type ho jata hai. Jab aap internet social media jaise facebook whatsapp par chatting karte hue LOL ka word use karte hain to next person jis ke sath aap chat kar rahe hote hain usko samajh aa jati hai ke yaqeenan aap uski baat par hans rahe hain. LOL k ilawa bhi kuch words use ...

HIV Ka Full Form In Hindi Full Form Of Aids And HIV HIV Aids Ke Bare Me Jankari HIV Ki Full Form HIV Kya Hota Hai

Image
Full Form HIV Aids Virus HIV Ki Puri Jankari HIV Ka Pura Name HIV Details In Urdu HIV AIDS Full Forms in Hindi/Urdu DNA Full Form HIV Ki Jankari In Hindi Aids Ka Pura Name Aids Ka Full Form In Hindi AIDS Definition In Urdu HIV ka full form Human Immunodeficiency Virus hai. HIV ka taluq retrovirus group se hota hai jo host cell mein dobara banta hai aur AIDS ki wajah banta hai. AIDS ki full form Acquired Immunodeficiency Syndrome hai. AIDS ek aisi halat ka naam hai jiss mein body ka immune system bohat kamzor ho jata hai aur jism mein virus bohat jald phail jata hai. HIV aur AIDS transmitted disease nahin hai yani agar kisi shakhs ko HIV AIDS hai to aap ko uske sath haath mila sakte hain usko chu sakte hain usay hug kar sakte hain. HIV AIDS kissing aur food sharing se bhi nahin hota hai haan lekin agar kisi Female ko HIV AIDS hai aur ek health person aisi Female ke sath Sex karta hai to phir usay ye virus bohat asani se transfer ho sakta...

DSLR Kya Hai DSLR Digital Camera Ki Full Form DSLR Ka Full Form DSLR Meaning in Hindi

Image
DSLR Definition Photography DSLR Camera In Hindi DSLR Digital Camera Details in Hindi/Urdu LOL Full Form DSLR Camera Information DSLR ka full form Digital Single-Lens Reflex Camera ya Digital SLR hota hai. DSLR Camera aaj kal ka bohat popular ho chuka hai ye Digital Camera bohat acha aur clearcut result deta hai. Ye digital camera single lens reflex camera aur digital imaging sensor ke functions ke sath kam karta hai. DSLR Camera mein use  kiya gaya mechanism ek aam camera mein istemal hone waly system se bohat mukhtalif hota hai. DSLR camera aur ek aam camera mein basic difference ye hai k DSLR Camera ka picture lene aur dekhne ke liye sirf ek lens hota hai jab ke general taur par istemal hone waly camera ke 2 lens hote hain. DSLR ki image quality bohat achi hoti hai agar light kam bhi ho to DSLR camera acha image provide karta hai. DSLR ki image quality acha hone ki main wajah DLR mein istemal kiya gaya lens hota hai jiski wajah sey image ka ...

IMPS Kya Hota Hai IMPS Full Form In Hindi Full Form Of IMPS In Mobile Banking

Image
Full Form Of IMPS In Banking Sector IMPS Full Form SBI IMPS Kya Hota Hai IMPS Information In Hindi Language IAS PCS Full Form What is Imps in Hindi IMPS Full Form IMPS ki full form Immediate Payment Service hai. IMPS aik instant interbank electronic fund transfer service hai jo ke mobile phones ke zariye istemal ki jati hai. IMPS ko dusre mukhtalif tarikon se bhi barhaya ja raha hai jaise ATM , Internet Banking etc. Maujooda waqt mein popular interbank mobile fund transfer ki dealings NEFT Method ki zariye ki ja rahi hai. Transactions ko batches mein establish kiya jata hai. IMPS ke zariye cash transfer karne ke liye aap ko apne bank ke sath Immediate Payment Services ke liye register hona parta hai. MPIN aur Mobile Money Identifier milne ke baad aap login kar sakte hain ya phir SMS ke zariye cash transfer karne ke liye request bhej sakte hain. Kya aap jante hain kay ap ki wajah sey kisi ki help ho sakti hai ji haan agar aap ko hamari ye post pasand ayi h...