Posts

Showing posts from December, 2016

CMO Ki Full Form CMO Full Form In Medical In Hindi CMO Ka Full Form Kya Hai

Image
CMO Full Form In Hospital CMO Full Form In Hindi   CMO Full Form in Hindi CMO Ki Jankari in Medical HIV/AIDS Full Form Chief Medical Officer in Hindi CMO CMO ki full form Chief Medical Officer hai. CMO aik uhday ka naam hai ek post ka name hai jo kisi bhi idaray mein hoti hai. CMO government ki janib se ek senior official head of medical services hota hai. CMO ki post aisy physician ko di jati hai jo public ki khidmat karne aur unhen help karne ki tamanna rakhta ho aur CMO medical experts ki team ko le kar agay chal sakta ho. CMO hospital department ka budget bhi manage karta hai. CMO physicians aur hospital administration ke  schedule mein help karta hai. CMO banne ke liye eligibility criteria ye hai Chief Medical Officer post par naukri pane ke liye apke pass medical degree, service as attending physician, hospital mein work ko manage karne ka experience aur kisi managment ya authority mein kaam karne ka tajurba hona chahiye CMO ki post mein bh

NEET Ka Full Form NEET Kya Hota Hai In Hindi NEET Ki Jankari Hindi Me

Image
What Is NEET Entrance Exam NEET Meaning In Hindi NEET Ki Full Form NEET Ki Full Form Kya Hai in Hindi NEET Entrance Test IAS PCS Full Form NEET Full Form In Hindi NEET UG Full Form NEET PG Full Form Neet ki full form National Eligibility-cum Entrance test hai jo ke MBBS aur BDS ke aisy candidates ke liye banaya gaya hai jo MBBS aur BDS mein dakhla lena chahte hain. Ye test India mein 2013 ko banaya gaya tha. National Eligibility-cum Entrance undergraduates ya NEET-UG MBBS aur BDS ke students ke liye aam taur par liya janay wala test hai. Isi tarha NEET-PG entrance test India mein tamam post graduate medical courses ke liye banaya gaya hai. CBSE NEET-UG aur NEET-PG ka syllabus banata hai aur akhir mein MBBS course ko Medical Council of India ya MCI approve karta hai. Lekin kuch colleges mein jaise AIIMS ne faisla kiya hai wo apna alag entrance exam rakhen ge lekin ziada tar medical institutes NEET-UG se approved hai jin mein Banaras Hindu University

FSSAI Kya Hota Hai FSSAI Ki Full Form FSSAI Ka Full Form In Hindi

Image
FSSAI Full Name FSSAI Full Form Wiki Full Form Of FSSAI FSSAI Full Form in Hindi IAS PCS Full Form What Is FSSAI In Hindi FSSAI Information In Hindi FSSAI ki full form Food Safety and Standard Authority of India hai FSSAI ek government organization hai jo ke khana banane wali factories aur companies ko supervise karti hai. FSSAI Food banane waly idaron ki manufacturing, processing aur distribution aur sale par nazar rakhti hai ta k har shehri mehfooz aur sehat mand khana istemal kare. FSSAI organization ko Ministry of Health and Family Welfare of India chalati hai. FSSAI ko 2011 mein launch kiya gaya tha iska headquarter New Delhi mein hai FSSAI na sirf mulk mein banne waly food ki nigrani karti hai balke imported food par bhi scientific research karti hai. FSSAI ko basically logon ki welfare aur public health ko supervise karne ke liye banaya gaya tha FSSAI ki pure India mein 72 laboratories hain aur total 4 referral laboratories hain jo puri country