Posts

Showing posts from September, 2017

HDFC Bank Ki Jankari HDFC Ka Pura Naam HDFC Ka Full Name HDFC Full Form In Hindi

Image
HDFC Bank Ki Sthapna Kab Hui HDFC Ka Full Name ICICI Bank Full Form in Hindi HDFC Bank Information In Urdu/Hindi HDFC Bank History & Details HDFC ki full form Housing Development Finance Corporation hai. HDFC bank August 1994 ko HDFC Bank Limited ke naam sey start kiya gaya aur iska registered office Mumbai India mein hai. HDFC bank ne commercial operations January 1995 mein kiye gaye they. Housing Development Finance Corporation (HDFC) pehla bank jise Reserve Bank of India (RBI) ki janib sey "in principle" private sector mein bank set up karne ka ka approval mila tha. HDFC bank ka headquarter Mumbai, India mein hai. HDFC bank ki India mein 1416 branches hain. Tamam branches online real-time basis sey linked hain. 500 sey zyada locations mein customers ko telephone banking sey bhi serve kiya jata hai. HDFC ki India ki cities mein networked ATMS ki 3382 sey bhi zyada hain. HDFC ne retail mortgage loans sey different market sectors mein expertise d

BCCI Full Form In Cricket BCCI Full Form In Hindi BCCI Ka Full Form In Hindi

Image
BCCI Ka Pura Naam BCCI Ka President Kon Hai NIFTY 50 Full Form In Urdu/Hindi Board of Control for Cricket In India BCCI Ka Chairman Kaun Hai BCCI ki full form Board of Control for Cricket in India hai. BCCI cricket game ko national level par govern karta hai. BCCI ka president is waqt Vinod Roy hai. BCCI 1982 mein aik choti society ke taur par establish hua tha aur ab ye aik ye ek well-established board jo India mein Cricket ko support aur promote karta hai. BCCI domestic level par mukhtalif cup organize karta hai jaise Corporate Trophy, Irani Cup, Ranji Trophy, Syed Mushtaq Ali Trophy, NKP Salve Challenger Trophy, Indian Premier League, Deodhar Trophy etc. BCCI haqeeqat mein puri dunya ka sab sey ameer cricket board hai aur India mein richest sporting body hai. BCCI ka constitution hai jo annual meetings par mukhtalif posts ke liye annual elections karwata hai. BCCI mukhtalif zimedariyan sambhalta hai jesy Cricket ko national level par control karna domestic

TVS Ka Full Form Kya Hai TVS Ka Pura Naam TVS Ki Full Form In Hindi

Image
TVS Ka Pura Name TVS Ka Full Name TVS Full Form in Urdu/Hindi BMW Full Form in Hindi/Urdu TVS Company Kaha Ki Hai TVS ki full form TV Sundaram Iyengar hai ye ek motor company hai. TVS ka pura naam Thirukkurungudi Vengaram Sundaram Iyengar hai. TVS India ki teesri sab sey bari company hai jo two wheelers motorbikes banati hai. TVS puri duniya mein top 10 list mein bhi shamil hai. TVS company ka annual revenue Rs.10 Crore hai yani TVS company ki pure saal ki kamai 10 Crore rupay sey bhi ziyada hai aur ye 2014 se le kar 2015 tak ka figure hai. Is waqt company two-wheelers Apex Series Motorcycles, Phoenix 125 aur Scooty Streak ke ilawa mukhtalif Mopeds manufacture kar rahi hai. TVS company India ki largest aur biggest company hai jo two-wheelers manufacture karti hai. Ye TVS company ka primary hisa hai. 2015 ke mutabiq TVS group ki total worth yani qul maliyat 6 billion dollars hai. TVS group ka business mukhtalif areas mein hai jaise services, investment, texti

LED Ka Full Form Hindi Me LED Ka Pura Naam LED Full Form In Hindi

Image
LED Ka Matlab Kya Hai LED Ka Full Form Kya Hoga DVD Full Form in Hindi/Urdu LED Technology LED Full Form In Urdu/Hindi LED Ki Jankari LED ki full form Light Emitting Diode hai. LED aik semiconductor device hai jo electric current ki madad sey light deti hai. LED 1962 mein wajood mein ayi jab ye indicators ke taur par istemal hoti thi. Aaj ke daur mein LED technology apne fawaid aur energy efficiency ki wajah sey bohat zyada istemal ho rahi hai aur har kisam ki lightning mein bhi istemal ho rahi hai. Shuru mein LEDs sirf military, aerospace aur commercial industries ke liye istemal hoti thi.LEDs mein mukhtalif kisam ki range of voltage options available hai jaise ke low heat output, prolonged lifespan, reduced light pollution, less maintenance, reduced energy bills, adjustable dim/dip control, shock resistance etc. Light aik natural element hai jo hamain dekhne mein asani paida karta hai. Humari life mein light bohat importance rakhti hai isliye is technology m

NIFTY Kya Hai NIFTY Ka Full Form In Hindi NIFTY Full Form And Meaning

Image
Nifty Ka Matlab Nifty Full Form In Hindi NIFTY Full Form In Hindi/Urdu NIFTY Ki Full Form In Urdu NIFTY ki full form National Stock Exchange Fifty hai. Nity India ka major stock index hai jo National Stock Exchange ne introduce karwaya hai. NIFTY term words "National" and "Fifty" ke jor se bani hai jiska matlab hai is mein 50 active companies ke stocks shamil hain. Sada aur saaf lafzon mein Nifty ya phir Nifty 50 NSE ka benchmark stock index hai ya National Stock Exchange hai. Ye NSE par listed 50 companies ki average hai. Nifty ke future contracts India mein sab sey ziyada trade hote hain ye Sensex futures ko bhi overtake karte hai. Is waqt ye 6000 ke qareeb ho chuke hain aur 2012 ke mutabiq is mein India ki 50 best companies shamil hain. Iski weighted average 50 stocks 24 sectors hai. National Stock Exchange (NSE) stock exchange market mein NIFTY 50 hai. Ye index khaas taur par Indian equity market ke liye banaya gaya hai. India Index Servic

OK Ki Full Form Kya Hai OK Ka Full Form Kya Hai OK Full Form In Hindi

Image
OK Ka Matlab Kya Hai OK Ka Matalab Hindi Mein OK Full Form In Hindi/Urdu OK Meaning In Urdu OK ka full form "All Right ya phir Correct aur ya phir Agreed hai yani kisi baat ke jawab mein sab theek hai, drust aur mutafiq hona ye sab okay word ke he matlab hain. 1838 mein Boston ke log mukhtalif short term expressions jaise GT-Gone to Texas, SP-small potatoes aur NG-no go waghera istemal karte thy jin mein sey aik expression OW shamil hai jo kay Oll Wright tha jo bad mein OK ban gaya iske baad OK word ki history mein kaha jata hai kay OK "Orl Korrect" ko represent karta hai jo "all correct" ki misspelling hai jo 1830 mein ki gayi thi. OK ko adjective ke taur par kisi baat ke qaboliyat ya kisi baat ke ilm ko tasleem karne ke baad bola jane wala word hai. OK kisi baat par ittefaq karne ko express karne ke liye bola jata hai. OK ka word acceptance ke ilawa average aur mediocrity ko express karne ke liye bhi istemal hota hai kyun ki aksar hum da

RIP Kya Hota Hai RIP Ka Matlab Kya Hota Hai RIP Full Form And Meaning In Hindi

Image
RIP Full Form Name RIP Ka Full Form In Hindi Rest In Peace RIP Full Form In Urdu RIP Full Form For Death In Hindi RIP ki full form Rest in Peace hai RIP social networking media par use hone wala sab sey aam phrase hai aur RIP form mein he istemal hota hai. Kafi logon ko RIP ki history ke baray mein pata nahin aaj main aap ko is phrase ki haqeeqat bataunga kafi log sochte hain kay ye RIP word modern media sey liya gaya hai lekin aisa nahi hai RIP ka word Latin phrase " Requiescat in pace" se liya gaya hai jo kay aik idiomatic phrase hai jo peace aur rest ka expression jo un logon ke liye istemal kiya jata hai jo mar chuke hoon. Christians ke qabristan mein lagi hui qabar ke upar lagi hui takhti par RIP likha hota hai ye practice puranay Christians ke daur sey chali aa rahi hai. Pehle waqton mein phrase ko dormit in pace jisko baad mein translate kiya gaya " he sleeps in peace " ye phrase Christians kay qabristan mein dekha ja sakta hai jo kay 8t

STD Ki Full Form Kya Hai STD Ka Matlab Kya Hota Hai STD Full Form In Hindi

Image
STD Full Form Ki Jankari In Hindi/Urdu STD Ki Full Form Kya Hai STD ISD PCO Ka Full Form STD ki full form Subscriber Trunk Dialing ya phir Subscriber Toll Dialing hai. ISD ki full form International Subscriber Dialing hai. PCO ki full form Public Call Office hai. STD telephonic system ki aik type hai jo users ko independently kisi operator ki madad ke baghair trunk calls karne ki ijazat deti hai. Ye term is technology aur mobile usage ke daur mein taqreeban khatam ho chuki hai iske bawajood STD door ke faslay par directly call karne ke liye use hota tha. STD term aam taur par Ireland, United Kingdom, Australia, India, South East Asia mein istemal hoti hai. USA jesi countries mein STD term ko Direct Distance Dialing kaha jata hai. STD aane ke baad individual STD code jo kay har city k liye mukhtalif hota hai aur city name ke sath represent karta hai. Mobile Phones ke introduction ke baad log country ki mukhtalif states mein baghair kisi STD code ya prefix k call kar sakte

PGDCA Ki Jankari PGDCA Ka Full Form Hindi Me PGDCA Ki Full Form In Hindi

Image
Post Graduate Diploma In Computer Application Course PGDCA Course Details In Hindi PGDCA Full Form In Hindi PGDCA ki full form Post Graduate Diploma in Computer Application hai. PGDCA course mein programming languages jesy C++, Java aur dusry mukhtalif packages jaise Oracle-VB, Office web design, Tally, MS-Dos Windows OS, Data processing, system analysis aur iske ilawa programming languages shamil hain. PGDCA aik saal ka course hota hai jis mein 2 semester shamil hote hain. India ki kisi bhi university sey graduate karne walay log PGDCA course join kar sakte hain. Aik student jo PGDCA complete kar leta hai wo IT Firms, banking industry, entertainment sectors, research films, health industry etc. mein job le sakta hai. ADCA Full Form In Hindi PGDCA mein mukhtalif posts hain jin mein data entry worker, data analyst, database manager, application developer, IT Support technician, IT manager, game developer aur iske ilawa candidate ke experience par bhi depend kar