Posts

Showing posts from 2019

SMS Full Form In Hindi SMS Ka Full Form Matlab of SMS SMS Ki Jankari SMS Meaning In Urdu

Image
SMS Ka Pura Naam SMS Ki Jankari SMS Matlab Kya Hota Hai SMS Full Form in Hindi SMS Definition In Urdu SMS Ki Full Form Kya Hai  SMS Definition In Hindi SMS ki full form Short Message Service hai. SMS aik aisi service hai jo mobile phones par aur smartphones par short message bhejne ki ijazat deti hai. SMS ko short message isliye kaha jata hai kyon ki is mein sirf 160 characters jin mein alphabets, numbers aur symbol shamil hote hain. SMS mobile communication mein bohat aham service hai. Aaj ki duniya mein koi bhi mobile aisa nahin jis mein SMS karne ki saholat majood na ho SMS ko text message bhi kaha jata hai. SMS ko GSM connection kay zariye send aur receive kiya jata hai. SMS ki service ko istemal karne ke liye aap ke mobile phone ya smartphone mein SIM Card ka hona zaroori hai. SMS ka tasawwur Bernard Ghillebaert aur Friedhelm Hillebrand ne 1964 mein pesh kiya tha. Shuru mein SMS ka istemal bohat kam tha ahista ahista tamam mobile networks aur mobile phones

IIT Full Form In Hindi IIT Ka Pura Naam Kya Hota Hai IIT Ka Pura Jankari IIT Kya Hai In Hindi

Image
IIT Ki Puri Jankari In Hindi IIT Ki Full Form Hindi Mai IIT Ka Full Name IIT Ka Matlab Kya Hota Hai IIT Ki Information In Hindi IIT Meaning In Urdu IIT ki full form Indian Institute of Technology hai. IITs higher education ke liye autonomous public institutes jo kay India kay mukhtalif parts mein maujood hain. Tamam IIT's ko 1961 Institutes of Technology Act kay zariye govern kiya jata hai jo IIT's ko qaumi taur par aham declare karti hai. IIT's ki 7 main institutes hain jo kay India k mukhtalif hisson mein maujood hain jin mein Khanpur, Roorkee, Kharagpur, Mumbai, Varanasi, Mandi, Gandhinagar, Indore, Jodhpur, Hyderabad, Guwahati, Chennai aur Delhi shamil hain. Aik council hai jo tamam IITs ke mamalat ko azadana taur par chalati hai. IITs common admission test leti hai jise IIT-JEE yani Indian Institutes of Technology - Joint Entrance Examination kaha jata hai aur ye test students ko B.Tech (Bachelor of Technology) program mein admission dene ke liye

PTC Ka Pura Naam PTC Full Meaning PTC Ka Full Form PTC Kya Hota Hai PTC Full Form In Hindi

Image
PTC Full Name PTC Ki Full Form Click Karke Paise Kaise Kamaye PTC Websites Review PTC Information In Hindi/Urdu Best PTC Sites Review PTC ki full form Paid to Click hai. PTC ki service aur opportunity internet say paisa kamane walon mein bohat popular hai jo log online money earn karna chahte hain wo in websites ko achi tarah jante hain lekin ye websites aap ko work to deti hai par bohat zyada kam bohat thoray paisy milte hain agar aap waqai mein internet say paisy kamana chahte hain to phir aap ko professional work karna parta hai jesy websites banana ya phir YouTube channel bana kar paisay kamaye ja sakte hain agar aap ko mazeed is baray mein malumat chahiye to aap is link par jayen form fill karen apni information submit karwa dain main aap se khud rabta karunga ya phir aap mere WhatsApp number par rabta karen Salman Moazzam +923436002946 Inn'sha'Allah Internet Say Paisay Kamane Ka Asal aur Sahi Tarika Paid to Click (PTC) sites par products manufacture

Full Form of VPN In Computer What Is VPN Full Form VPN Full Form In Networking VPN Ka Full Form In Hindi

Image
VPN Ki Jankari VPN Kya Hota Hai In Hindi Virtual Private Network Details in Urdu/Hindi Virtual Private Network Information In Urdu VPN ka full form Virtual Private Network hai. VPN  aik aisa network hota hai jo connectivity ke liye istemal kiya jata hai. VPN network public wires ko istemal karte hue banaya jata hai. Private organizations VPN istemal karti hain takay data transmission sirf unke employees ya phir sirf unke muntakhib kiye hue clients tak mehdood rahe. Asaan lafzon mein ye aik aisa system hai jisay private network k sath connect karne ke liye banaya jata hai bilkul usi tarah jesy kisi bhi idaray ka apna internal network hota hai. VPN Computer ki madad say taiyar kiya jata hai. Misal kay taur par agar koi bhi HTML website ko open karta hai to phr dusre network uske sath interfere nahi karenge. VPN is baat ki yaqeen dahani karta hai kay sirf muntakhib kiye hue users he is network ko istemal kar sakte hain. VPN data transmission security ko bhi tight kar