Posts

Showing posts from July, 2017

ICICI Bank Full Abbreviation ICICI Bank Full Form In Hindi ICICI Meaning In Urdu

Image
ICICI Bank Ki Jankari ICICI Ka Full Form Kya Hai ICICI Bank Information In Hindi/Urdu IMPS Full Form In Urdu/Hindi ICICI Ka Pura Naam ICICI Ka Full Form Hindi ICICI Bank ki full form Industrial Credit and Investment Corporation of India hai. ICICI aik Indian Financial Institution hai jo kay 1994 ko found ki gai thi ICICI ka headquarter Mumbai aur Maharashtra mein hai. ICICI bank retail customers aur corporates areas jaise investment banking, venture capital, asset management aur non-life insurance wagera aur mukhtalif qism ki banking aur financial services deta hai. ICICI ki full form ke baray mein mazeed tafseel jante hain. ICICI Bank Mukhtasir Taaruf India ki banking industry bohat tezi se phelne wali commercial industry hai jo international bhi hai. Sab se pehle angrezon ne banking mutarif karwai lekin India ki azadi ke baad Hindustan mein banking ki industry mein kafi development hui hai. Jab banks ne International models adopt kiye to ahista ahista

AM Ki Full Form AM Fm Radio Full Form AM Ka Matlab AM Ka Meaning In Hindi

Image
AM Ki Full Form AM Ka Full Form In Hindi AM Radio Broadcasting Method Full Form 4G LTE Full Form In Urdu/Hindi AM Full Name Form In Urdu AM ki Full Form Amplitude Modulation hai jo kay radio broadcasting method hai. AM radio signals ke zariye awaaz pahuchane ke liye use hone wala pehla format hai. AM broadcasting mein sab sey zyada istemal hone wala method hai aur ye aaj bhi istemal hota hai. AM ko 2-way radio communications ke liye bhi istemal kiya jata hai. 1901 mein pehli baar Canada ke Engineer ne amplitude modulation (AM) ke zariye signal ko transmit kiya. AM ka bunyadi tasawar bohat sada aur seedha hai. AM mein signals amplitude ko awaaz ki tezi ke mutabiq tabdeel kiya jata hai jo sound signal radio signals par bhejta hai. Chunkay Radio signals "Carrier" ban gaye hain yehi asal wajah hai kay itne saalon baad bhi AM ko istemal kiya ja raha hai. AM ko kam kharach mein aur kam components mein implement kiya ja sakta hai lekin AM ka nuqsan ye hai

GIF Ka Matlab GIF Ka Full Name Full Form Of GIF In Computer Language

Image
GIF Image Full Name GIF Ka Full Form GIF Full Form In Hindi World Globe GIF Image Animation GIF File Full Name GIF Ki Full Form GIF ki Full Form Graphic Interchange Format hai. GIF ko aksar "giff" sey ya phir "jiff" sey bhi pronounce bhi kiya jata hai. GIF aik file format hai jo kay bitmap aur isay world wide web mein istemal kiya jata hai. GIF ko 1987 mein CompuServe ki taraf sey mutarif karwaya gaya tha. Us waqt sey le kar ab tak GIF bohat popular hai kyon ki ye asani sey aik jagah sey dusri jagah le jaya ja sakta hai aur iska support system bhi theek hai. GIF format har pixel ke liye aur har image ke liye 8 bits ko support karta hai. GIF mukhtalif resolutions aur colors ko bhi support karta hai. GIF images aksar Computer par he tayar kiye jate hain agar aap ne normal GIF image banana ho to aap Android Smartphone mein koi bhi GIF Maker download karke GIF Image bana sakte hain. GIF scanned images ke sath bohat acha kaam karta hai jaise illu

DP Full Form In Hindi DP Ka Full Meaning DP Ka Pura Naam DP Ka Full Form Kya Hoga

Image
DP Ka Matlab Kya Hota Hai DP Ka Means DP Ka Mtlb DP Full Form in Urdu/Hindi DP Ka Full Form Batao DP ki full form Display Picture hai DP aik popular term hai jo internet users aur social media istemal karne walay log bohat ziyada istemal karte hain. DP ka word jo aksar Facebook, Twitter aur Instagram jesy networks par use hota hai iska matlab Display Picture hota hai Display Picture sey muraad wo tasveer hai jo aap apna account banate waqt lagate hain jisy Profile Picture bhi kaha jata hai. Display Picture ka lafz us waqt istemal hona shuru hua jab Online Text Messaging ki shuruat hui. Asian countries mein rehne walay log isay bohat ziyada istemal karte hain ab ye Term Profile Picture se ho gai hai lekin log abhi bhi DP ka word use karte hain. Internet ki duniya mein bohat saray aisay lafz hain jo apni popularty ki wajah sey logon mein aam hue isi tarah aur words bhi hain jaise LOL , ROFL, LMAO aur ASAP waghera. DP ka lafz rozana hone wali conversations m

ASAP Full Form In Hindi ASAP Ka Full Form ASAP Full Meaning In Hindi

Image
ASAP Ka Full Name ASAP Matlab ASAP Acronym Meaning in Urdu/Hindi Language ASAP Name Meaning In Urdu ASAP Translated In Urdu ASAP ki Full Form As Soon As Possible hai. ASAP ki term kisi zaroori kaam ke liye use hoti hai agar wo kaam zarori na ho lekin jaldi karna ho tab b ye term istemal hoti hai As Soon As Possible ka matlab bhi yehi hai jitni jaldi mumkin ho sake ye kaam kar do. ASAP aksar letters aur official communications mein isliye istemal kiya jata hai takay jo recieve karne wala hai wo ye task jitni jaldi mumkin ho sake is ko pura kare. ASAP kaam ki zarorat ki taraf ishara karta hai ASAP puri duniya mein internet par popular use hone walay slangs jaise LOL , ROFL, LMAO etc. mein apni shamuliyat ikhtiyar kar li hai. ASAP ki term rviyati aur ghair riwayti dono suraton mein istemal ki jati hai. ASAP acronym se mutaliq dilchasp baat ye hai kay log isay lafz ke taur par istemal karte hain jab dusry words ke sath aisa nahi hota. Zahir hai ye lafz kisi kha