Posts

Showing posts from December, 2017

URL Ki Full Form Kya Hai URL Ka Matlab Kya Hai URL Full Form In Hindi

Image
URL Ka Pura Name URL Full Form Meaning In Hindi URL Web Address Explanation In Urdu/Hindi HTML Full Form In Urdu/Hindi URL Ka Full Form Kya Hota Hai URL ki full form Uniform Resource Locator hai. Yeh bunyadi taur par Computer network mein aik web source ka reference hai. Ye resource ki location batata hai aur dobara source hasil karne ka mechanism deta hai. URL ko pehle Universal Resource Locator kaha jata tha. Aik URL aik web address hota hai jo kisi file, document ya phir internet WWW (World Wide Web) par dusre resources ke liye unique address hota hai. URL ki khoj ek English Scientist Tim Berners-Lee ne 1994 mein ki thi. Aam taur par URL ke pehle adhy hisy ko "protocol identifier" kaha jata hai kyun ki ye istemal kiye jane waly protocol ko identify karta hai. URL ke dusre hisse ko "Resource Name" kaha jata hai kyun ki ye domain name ya web source ka IP address zahir karta hai. URL ka first half aur second half aam taur par colon (:) ke z

ADB Ka Full Form ADB Ka Headquarter ADB Full Form In Hindi

Image
ADB Ki Full Form ADB Full Form In Banking ADB Full Form In Urdu/Hindi Asian Development Bank Full Meaning ADB ki full form Asian Development Bank hai. Asian Development Bank (ADB) aik financial institution hai jo Asia aur Asia-pacific region mein economic aur social progress ko promote karta hai. Asian Development Bank aik regional development bank hai jo 19 December 1966 ko establish kiya gaya ADB ka headquarter Ortigas Center mein hai waqiya hai jo Mandaluyong, Metro Manila, Philippines mein hai. ADB kay Asia mein economic aur Social development ke liye puri duniya mein 31 field offices bhi hain. Asian development bank ka maqsad Asia aur Asia-pacific region mein ghurbat ka khatma karna hai. ADB bank organization ke board of governors ki tadad 12 hai board of directors bhi 12 hain. HDFC Full Form in Hindi Kya aap jante hain kay aap ki wajah sey kisi ki help ho sakti hai ji haan agar aap ko hamari ye post pasand ayi hai to isay apne friends ke sath share ka

GK Ka Full Form Kya Hai GK Ki Full Form Kya Hai GK Full Form In Hindi

Image
Full Form of GK GK Full Form in Urdu/Hindi GK ki Full form General Knowledge hai. General Knowledge mein har cheez ki malumat shamil hai for example agar aap ko kisi bhi word ki full form pata hai to ye aap ki GK hai apka apna general knowledge hai aap isi waqt apna general knowledge barhane ke liye neche full forms ko parh sakte hain. HTML FULL FORM TVS FULL FORM MBBS FULL FORM DNA FULL FORM BMW FULL FORM L.LB FULL FORM WHATSAPP FULL FORM Kya aap jante hain kay aap ki wajah sey kisi ki help ho sakti hai ji haan agar aap ko hamari ye post pasand ayi hai to isay apne friends ke sath share karen apki wajah sey kisi ki help ho sake aur agar aap mujhse koi sawal puchna chahte ya agar aap ko ye jankari achi lagi hai to nechy thanks box par click karen aur ye information apne friends aur family kay sath facebook aur twitter par share karen.

UNICEF Ka Headquarter UNICEF Ka Full Form Kya Hota Hai UNICEF Full Form In Hindi

Image
UNICEF Kya Hai In Hindi UNICEF Full Form And Information UNICEF Abbreviation UNICEF ki full form United Nations International Children's Fund hai. UNICEF ka headquarter New York city mein hai. UNICEF developing countries mein insaniyat ki bachon aur unki maon ki madad karti hai. United Nations General Assembly 11 Dec 1946 World War II mein qayam mein ayi. Also read CCNA Full Form in Hindi/Urdu UNICEF ko pehle United Nations International Children's Emergency Fund kaha jata hai ye aik United Nations Programme hai jo developing countries mein Education aur Children & Mothers health ki maali madad karta hai. 1950 mein General Assembly ne iska mandate barha diya ab ye zarorat mand bachon aur maon ki madad kar sakti hai. UNICEF bachon ki 5 major problems par focus karti hai jin mein  Children – Violence and exploitation, Hunger, War, Disaster aur Diseases shamil hain.