Posts

Showing posts from November, 2017

CCNA Kya Hota Hai CCNA Ki Full Form CCNA In Hindi Language

Image
CCNA In Urdu Language CCNA Meaning In Urdu CCNA Networking Course Information CCNA Meaning In Hindi CCNA ki full form Cisco Certified Network Associate aur Cisco Certified Network Administrator bhi hai. Lekin jo form hum aap ko yahan batane ja rahe hain wo Cisco Certified Network Associate ki hai. CCNA Cisco ki taraf sey networking aur IT mein aik entry level ki certification hai. CCNA sey certified students medium size ke routed aur switched networks ko configure kar sakte hain. CCNA certification hasil karne ke liye har aik ko CCNA exam ka exam passing marks mein score karna zarori hota hai. Kya aap jante hain kay aap ki wajah sey kisi ki help ho sakti hai ji haan agar aap ko hamari ye post pasand ayi hai to isay apne friends ke sath share karen apki wajah sey kisi ki help ho sake aur agar aap mujhse koi sawal puchna chahte ya agar aap ko ye jankari achi lagi hai to nechy thanks box par click karen aur ye information apne friends aur family kay sath facebook aur tw

GSM And CDMA Ka Full Form CDMA Ki Full Form CDMA Kya Hota Hai CDMA Ka Full Form

Image
GSM Ki Full Form CDMA Ka Pura Name GSM Full Form in Hindi CDMA Info in Urdu CDMA and GSM Technology Details CDMA ki full form Code Division Multiple Access hai. Telecommunication mein CDMA aik channel sharing method hota hai. CDMA ki meaning samjhne ke liye apko thora ghor karna hoga Multiple Access se pehle Code aur Division laga dene sey CDMA ban jata hai for example Multiple Access (of same communication channel) + (using) Code division. Wireless Mobile Communication kay baraks CDMA technology istemal karte hue aik he waqt mein mukhtalif transmitters information signals single bandwidth channel par communicate kar sakte hain. Mukhtalif transmitters se hasil hone waly signals coded hote hain jo code division methodologies ko istemal karte hain aur phir single communication channel se receivers par transmitted kiye jate hain. Professor Dmitriy V.Ageev ko pehla shakhs jana jata hai jisne CDMA technology ko 1935 ke doran apni writings mein shamil kiya tha. Phir 195

HTML Full Form In Hindi HTML Full Form In Computer Full Form Of HTML In Hindi

Image
HTML Full Form In Hindi HTML Web Programming Language Full Form Of HTML In Hindi HTML ki full form Hypertext Markup Language hai. HTML aik markup language hai jo web documents aur web pages ki formatting karti hai. Internet par store hone walay documents ki extensions .htm aur .html hoti hai. Computer software jo HTML documents ko interpret karta hai aur content ko screen par display karta hai web browser kehlata hai. Google Chrome, Mozilla Firefox, Internet Explorer aur Apple Safari sab sey zyada istemal hone walay web browsers hain. HTML Ki History HTML ki khoj Tim Berners-Lee ne 1990 mein ki thi usne HTML documents ko banaya aur HTML ke sentences ke roles ko bayan kiya. Is waqt W3C (World Wide Web Consortium) HTML ki documentation aur development ko dekh raha hai. HTML ki ijaad se le kar ab tak HTML ke bohat saray versions introduce karwaye ja chuke hain aur is waqt HTML ka latest version HTML5 hai jo apni high strength aur capabilities ki wajah sey bohat po