Posts

Showing posts from May, 2017

IRDP Ka Full Form IRDP Full Form in Hindi

Image
IRDP Meaning in Hindi Integrated Rural Development Programme PPT Full Form in Urdu/Hindi IRDP Means IRDP ki full form Integrated Rural Development Program hai. IRDP aik development program hai jo kay Indian government ne 1978 mein banaya tha.  1980 mein ye puray India mein phail gaya ye program self-employment se taluq rakhta hai. IRDP ka main focus ghareeb logon ke groups ki income ki capacity ko increase karna aur generate karna hai. Ye program kisanon, dehyi dastakaron, zarai mazdooron aur chote kisan jo ghurbat ki line sey niche zindagi guzar rahe hain unhe target karta hai. Chote kisano ko 25 percent subsidies di jati hai iska 35 percent dehat kay dastakaron, zarai mazdooron aur kisano ko ke liye rakha jata hai. Aisy log jo jismani taur par mazoor hote hain aur jinhen Schedule tribes aur Schedule caste kaha jata hai jiska matlab hai aisy log jinhen achoot samjha jata hai aur schedule cast ka matlab India ki lowest caste hai. Jismani tor par mazo

PPT Ka Full Form Kya Hai PPT Ka Matlab PPT Full Form in Hindi

Image
PPT Ki Jankari PPT Ka Pura Naam Microsoft Powerpoint Full Form PDF Full Form in Urdu/Hindi PPT Full Form in Computer PPT ki full form Powerpoint presentation hai PPT bunyadi taur par Microsoft k office suit ki application powerpoint jis ki madad sey PPT files create ki jati hai. Slides ka set jis mein malomat kisi bhi topic k hawaley sey majood ho usy presentation kaha jata hai. Business meetings, teaching, training, coaching ke doran powerpoint presentations istemal ki jati hain. Powerpoint ki pehli slide mein topic name shamil hota hai jis mein present karne wala ka name bhi shamil ho sakta hai aur aur ye bhi ho sakta hai presentation mein presentation banane walay ka name shamil na ho. Content slides title slide ko follow karti hai content slides mein details aur information textual form mein aur aam taur par bulleted list form mein hoti hai aur aksar is mein graphics bhi shamil kiye jate hain. Graphics mein animations, diagrams, charts, graphs, p

GST Ki Full Form Kya Hai GST Ka Pura Naam GST Ki Full Form in Hindi

Image
GST Ka Pura Name GST Ki Jankari Hindi Me GST Ki Jankari in Hindi GST Ki Full Form in Urdu/Hindi MLA Full Form in Urdu/Hindi GST Tax Information in Hindi GST full form is Goods and Services Tax GST bunyadi taur par aik majawaza bilwasta India ka taxation system hai. Ye system maujooda taxes ko single taxation system mein ikatha karta hai. GST indirect tax services aur goods ki khapat ko inki sales aur manufacturing ko pure India mein cover karta hai. Ye un taxes ki jagah leta hai jo kay state aur central government leti hai. GST ki charging aur collection har step mein purchase aur services aur goods ki sale aur input tax credit method par ki jati hai. Is tarah jo Businesses GST ke sath registered hote hain wo GST's ki value ko tax incentive ka dawa kar sakti hain kay unhon ne daily commercial activities mein services aur goods ki purchasing karte hue pay kiya tha. Mukhtalif kisam ki taxable services aur goods kay darmiyan koi faraq nahi banaya jata un

ADCA Ka Full From Kya Hota Hai ADCA Ka Full Form ADCA Full Form In Computer

Image
ADCA Ka Matlab ADCA Ka Hindi Advance Diploma In Computer Applications ADCA Ki Jankari ADCA ki full form Advance Diploma in Computer Applications hai ADCA aik course hai jo kay bohat sari universities karwati hain jis mein computers ki field se le kar internet, operating systems, office automation, programming languages aur hardware maintenance ke baray mein sikhaya jata hai. Advanced Diploma in Computer Application 1 saal ka hota hai jo kay The Global Open University ki janib sey karwaya jata hai. Jis mein pagemaker, tally, web design, corel draw bhi sikhaya jata hai. ADCA karne ke liye eligibility 12 years ki education hona zarori hai aur DCA holders ko prefer kiya jata hai. Successful candidates ko The Global Open University sey Advanced Diploma in Computer Applications award kiya jata  hai ADCA karne walay students BCA Degree ke mein admission liye bhi eligible ho jate hain. Advance Diploma in Computer Applications karne ke baad IT industry mein career