Posts

Showing posts from 2016

CMO Ki Full Form CMO Full Form In Medical In Hindi CMO Ka Full Form Kya Hai

Image
CMO Full Form In Hospital CMO Full Form In Hindi   CMO Full Form in Hindi CMO Ki Jankari in Medical HIV/AIDS Full Form Chief Medical Officer in Hindi CMO CMO ki full form Chief Medical Officer hai. CMO aik uhday ka naam hai ek post ka name hai jo kisi bhi idaray mein hoti hai. CMO government ki janib se ek senior official head of medical services hota hai. CMO ki post aisy physician ko di jati hai jo public ki khidmat karne aur unhen help karne ki tamanna rakhta ho aur CMO medical experts ki team ko le kar agay chal sakta ho. CMO hospital department ka budget bhi manage karta hai. CMO physicians aur hospital administration ke  schedule mein help karta hai. CMO banne ke liye eligibility criteria ye hai Chief Medical Officer post par naukri pane ke liye apke pass medical degree, service as attending physician, hospital mein work ko manage karne ka experience aur kisi managment ya authority mein kaam karne ka tajurba hona chahiye CMO ki pos...

NEET Ka Full Form NEET Kya Hota Hai In Hindi NEET Ki Jankari Hindi Me

Image
What Is NEET Entrance Exam NEET Meaning In Hindi NEET Ki Full Form NEET Ki Full Form Kya Hai in Hindi NEET Entrance Test IAS PCS Full Form NEET Full Form In Hindi NEET UG Full Form NEET PG Full Form Neet ki full form National Eligibility-cum Entrance test hai jo ke MBBS aur BDS ke aisy candidates ke liye banaya gaya hai jo MBBS aur BDS mein dakhla lena chahte hain. Ye test India mein 2013 ko banaya gaya tha. National Eligibility-cum Entrance undergraduates ya NEET-UG MBBS aur BDS ke students ke liye aam taur par liya janay wala test hai. Isi tarha NEET-PG entrance test India mein tamam post graduate medical courses ke liye banaya gaya hai. CBSE NEET-UG aur NEET-PG ka syllabus banata hai aur akhir mein MBBS course ko Medical Council of India ya MCI approve karta hai. Lekin kuch colleges mein jaise AIIMS ne faisla kiya hai wo apna alag entrance exam rakhen ge lekin ziada tar medical institutes NEET-UG se approved hai jin mein Banaras Hindu University ...

FSSAI Kya Hota Hai FSSAI Ki Full Form FSSAI Ka Full Form In Hindi

Image
FSSAI Full Name FSSAI Full Form Wiki Full Form Of FSSAI FSSAI Full Form in Hindi IAS PCS Full Form What Is FSSAI In Hindi FSSAI Information In Hindi FSSAI ki full form Food Safety and Standard Authority of India hai FSSAI ek government organization hai jo ke khana banane wali factories aur companies ko supervise karti hai. FSSAI Food banane waly idaron ki manufacturing, processing aur distribution aur sale par nazar rakhti hai ta k har shehri mehfooz aur sehat mand khana istemal kare. FSSAI organization ko Ministry of Health and Family Welfare of India chalati hai. FSSAI ko 2011 mein launch kiya gaya tha iska headquarter New Delhi mein hai FSSAI na sirf mulk mein banne waly food ki nigrani karti hai balke imported food par bhi scientific research karti hai. FSSAI ko basically logon ki welfare aur public health ko supervise karne ke liye banaya gaya tha FSSAI ki pure India mein 72 laboratories hain aur total 4 referral laboratories hain jo puri country ...

IAS PCS Full Form In Hindi IAS Officer Kya Hota Hai IAS Officer Banne Ke Liye Kya Kare Puri Jankari

Image
PCS Ke Liye Qualification IAS Ke Liye Kya Padhe In Hindi PCS Exam Knowledge in Hindi PGDM Full Form IAS Exam Ke Liye Kitna Padhe Ias Banane Ke Liye Kya Karna Chahiye PCS ka full form Provincial Civil Services hai PCS AIS (All India Service) ka mutbadil hai. PCS ko SCS (Civil State Service) bhi kaha jata hai. India ki har state ki apni PSC (Public Service Commission) hai. PSC India ke sarkari civil idaron mein bharti karne ke liye umeedwar ka exam leti hai. PCS exam ki kafi categories hain jinse guzar kar candidate job hasil karta hai in categories mein BDO (Block Development Office) , State Police Service, Assistant Registrar, Excise Officer, District Treasury Officer, Assistant Collector, District Welfare Officer, District Food and Supplies Officer aur Cooperative Societies shamil hain. Jo candidates ye jobs hasil kar lete hain unki duty hoti hai ke wo aisy plans, programs ya schemes banaye jo goverment ko faida dain. IAS Ka Full Form IAS Kya ...

LOL Ki Full Form LOL Ka Meaning Kya Hai LOL Full Form In Hindi ROFL Ka Kya Matlab Hota Hai

Image
LOL Ka Full Form LOL Ka Means LOL Ki Hindi LOL Full Form In WhatsApp Lol Ka Meaning Kya Hai in Hindi Language LOL Meaning In Chat In Urdu Love Full Form LOL Ka Matlab Kya He LOL Ka Full Meaning LOL Ka Hindi Matalab ROFL Full Form Meaning LOL ka full form Laughing Out Loud hai. LOL ek bohat aam taur par bola jane wala lafz hai lekin ye word sirf Internet par he popular hai. LOL ka word hansi mazak ko zahir karta hai LOL ki meaning yehi hai ke koi aapki baat par bohat zyada khilkhila kar hans raha hai. LOL Word ka reaction Jokes par bhi bohat hota hai jab koi insan joke read karta hai to uske Comment mein LOL type kar deta hai. Ye ek Short word hai jo asani se type ho jata hai. Jab aap internet social media jaise facebook whatsapp par chatting karte hue LOL ka word use karte hain to next person jis ke sath aap chat kar rahe hote hain usko samajh aa jati hai ke yaqeenan aap uski baat par hans rahe hain. LOL k ilawa bhi kuch words use ...

HIV Ka Full Form In Hindi Full Form Of Aids And HIV HIV Aids Ke Bare Me Jankari HIV Ki Full Form HIV Kya Hota Hai

Image
Full Form HIV Aids Virus HIV Ki Puri Jankari HIV Ka Pura Name HIV Details In Urdu HIV AIDS Full Forms in Hindi/Urdu DNA Full Form HIV Ki Jankari In Hindi Aids Ka Pura Name Aids Ka Full Form In Hindi AIDS Definition In Urdu HIV ka full form Human Immunodeficiency Virus hai. HIV ka taluq retrovirus group se hota hai jo host cell mein dobara banta hai aur AIDS ki wajah banta hai. AIDS ki full form Acquired Immunodeficiency Syndrome hai. AIDS ek aisi halat ka naam hai jiss mein body ka immune system bohat kamzor ho jata hai aur jism mein virus bohat jald phail jata hai. HIV aur AIDS transmitted disease nahin hai yani agar kisi shakhs ko HIV AIDS hai to aap ko uske sath haath mila sakte hain usko chu sakte hain usay hug kar sakte hain. HIV AIDS kissing aur food sharing se bhi nahin hota hai haan lekin agar kisi Female ko HIV AIDS hai aur ek health person aisi Female ke sath Sex karta hai to phir usay ye virus bohat asani se transfer ho sakta...

DSLR Kya Hai DSLR Digital Camera Ki Full Form DSLR Ka Full Form DSLR Meaning in Hindi

Image
DSLR Definition Photography DSLR Camera In Hindi DSLR Digital Camera Details in Hindi/Urdu LOL Full Form DSLR Camera Information DSLR ka full form Digital Single-Lens Reflex Camera ya Digital SLR hota hai. DSLR Camera aaj kal ka bohat popular ho chuka hai ye Digital Camera bohat acha aur clearcut result deta hai. Ye digital camera single lens reflex camera aur digital imaging sensor ke functions ke sath kam karta hai. DSLR Camera mein use  kiya gaya mechanism ek aam camera mein istemal hone waly system se bohat mukhtalif hota hai. DSLR camera aur ek aam camera mein basic difference ye hai k DSLR Camera ka picture lene aur dekhne ke liye sirf ek lens hota hai jab ke general taur par istemal hone waly camera ke 2 lens hote hain. DSLR ki image quality bohat achi hoti hai agar light kam bhi ho to DSLR camera acha image provide karta hai. DSLR ki image quality acha hone ki main wajah DLR mein istemal kiya gaya lens hota hai jiski wajah sey image ka ...

IMPS Kya Hota Hai IMPS Full Form In Hindi Full Form Of IMPS In Mobile Banking

Image
Full Form Of IMPS In Banking Sector IMPS Full Form SBI IMPS Kya Hota Hai IMPS Information In Hindi Language IAS PCS Full Form What is Imps in Hindi IMPS Full Form IMPS ki full form Immediate Payment Service hai. IMPS aik instant interbank electronic fund transfer service hai jo ke mobile phones ke zariye istemal ki jati hai. IMPS ko dusre mukhtalif tarikon se bhi barhaya ja raha hai jaise ATM , Internet Banking etc. Maujooda waqt mein popular interbank mobile fund transfer ki dealings NEFT Method ki zariye ki ja rahi hai. Transactions ko batches mein establish kiya jata hai. IMPS ke zariye cash transfer karne ke liye aap ko apne bank ke sath Immediate Payment Services ke liye register hona parta hai. MPIN aur Mobile Money Identifier milne ke baad aap login kar sakte hain ya phir SMS ke zariye cash transfer karne ke liye request bhej sakte hain. Kya aap jante hain kay ap ki wajah sey kisi ki help ho sakti hai ji haan agar aap ko hamari ye post pasand ayi h...

MBBS Full Form In Hindi Full Form Of MBBS Degree In Medical Full Form Of MBBS In Hindi

Image
What Is The Full Form Of MBBS Doctor MBBS Degree Full Form MBBS Ki Full Form MBBS Ki Baatein  MBBS Ka Full Form Kya Hai MBBS Ka Matlab B.Sc. Full Form in Hindi/Urdu MBBS Degree Information M.B.B.S Course Details In India MBBS ki full form (Bachelor of Medicine and Bachelor of Surgery) hai. MBBS wo log karte hain jo doctor banana chahte hain. MBBS karne ke liye aapko Science Subjects ke sath pass hona zaroori hai. Science subject ke bina aap MBBS Medical Degree mein admission nahi le sakte. Bachelor of Medicine aur Bachelor of Science ye do course professional doctor banane ke liye ek sath kiye jate hain. MBBS course ki duration 5 saal aur 6 months hoti hai. MBBS mein admission lene ke liye aap ka 12th mein pass hona lazmi hai aur Intermediate mein English, Chemistry, Physics and Biology ke 60% marks hona zaroori hai. Entrance Exam for MBBS Course Admission In India AIIMS (All India Institute of Medical Sciences) Students ...

Full Form Of India India Ka Full Form Kya Hai India Full Form What Is The Full Form Of India Hindustan Full Form India Full Form Name

Image
Full Form Of India By Oxford Dictionary India Ki Full Form In Hindi India Word Comes From Bharat Word Meaning Hindustan Ka Matlab Kya Hai M.B.B.S Full Form India Ki Full Form Bharat Full Form Kya Hai India Word Full Form India ka name word Indus se liya gaya tha jo ke ek old persian word Sindhi se bana tha. Asal word Sanskrit word Sindhu jo ke Indus River se taluq rakhta hai. Purane zamane ke yunani log Indians ko Indoi bolte thy jiska matlab tha Indus ke log bharat ka lafz Constitution of India mein mulk ka official name hai. Hindustan India ke liye ek purane zamane ka persian naam hai. Ye naam Mughals ne introduce karwaya tha jiska matlab ye bhi liya jata tha ke Hinduon Ki Jagah.

Computer Ka Full Form Kya Hota Hai Computer Full Form In Hindi Language Computer Full Form And Meaning

Image
Computer Ki Full Form Kya Hai Computer Full Form Meaning In Hindi Computer Full Form In Hindi DSLR Full Form In Urdu/Hindi Computer Ka Full Name Hindi Me Computer Ka Full Form Hindi Computer ki full form Common Operating Machine Particularly Used for Trade, Education and Research hai. Computer ka word " Compute " sey liya gaya hai jiska matlab hai calculate karna. Computer aik aisi device hai jisky zariye logical aur arithmetic operations ho sakte hain. Programs instructions ka set hota hai jo kay operation execute karta hai. Asan lafzon mein computer information aur data leta hai aur software ya program kay mutabiq operations kar ke iska result user ko deta hai. Duniya mein pehli baar computer word ka use 1613 mein ek book mein kiya gaya tha jiska name The Yong Mans Gleanings hai jo ke ek english writer ne likhi thi computer ka matlab hai calculations ya computations karne wala CPU se Computer ka janam hua to comp...

Love Ka Full Form Pyar Ki Full Form Kya Hai? Full Form of Love

Image
Full Form Of Love Words Pyar Ka Full Form Pyar Ka Full Form What Is The Meaning Of Love In Hindi Love Definition In Hindi Language BMW Car Full Form In Hindi BMW Company Love Full Form Meaning Pyar Ki Full Form In Hindi Pyar ka full form pyar he hai love ka full form pyar ho sakta hai lekin full form ka matlab hota hai mukamal shakal isliye Love ka full form pyaar he hoga. Love ki full form Language of Valuable Emotions bhi hai aur love ka matlab Long Original Valuable Emotion hai. Love ek emotion ek ehsaas hai aur iski koi ek form nahin ho sakti lekin ye logon par depend karta hai jo love karte hain kyun ki log Love ko apny khayalat kay mutabiq samjhte hain. Aisy log jo kisi kay sath love karke khush hote hain chahy wo mohabbat unhy mily ya na mily ya jinhe apni mohabbat mil jati hai ya phir jo love kay asal meanings ko janty hain wo love ki full form Long Original Valuable Emotion bhi batatay hain aur jinhen love ki samajh hoti hai...