FSSAI Kya Hota Hai FSSAI Ki Full Form FSSAI Ka Full Form In Hindi
FSSAI Full Name FSSAI Full Form Wiki Full Form Of FSSAI
FSSAI Full Form in Hindi |
What Is FSSAI In Hindi FSSAI Information In Hindi
FSSAI ki full form Food Safety and Standard Authority of India hai FSSAI ek government organization hai jo ke khana banane wali factories aur companies ko supervise karti hai. FSSAI Food banane waly idaron ki manufacturing, processing aur distribution aur sale par nazar rakhti hai ta k har shehri mehfooz aur sehat mand khana istemal kare. FSSAI organization ko Ministry of Health and Family Welfare of India chalati hai. FSSAI ko 2011 mein launch kiya gaya tha iska headquarter New Delhi mein hai FSSAI na sirf mulk mein banne waly food ki nigrani karti hai balke imported food par bhi scientific research karti hai.
FSSAI ko basically logon ki welfare aur public health ko supervise karne ke liye banaya gaya tha FSSAI ki pure India mein 72 laboratories hain aur total 4 referral laboratories hain jo puri country mein pheli hui hain. Food ke liye banaye gaye mayar food ko istemal karne ka data collection, khanay ke liye ihtiyati tadabeer, food ke liye standards banane aur food ki processing se le kar food k market mein sale hone tak FSSAI supervise karti hai. FSSAI ka latest case Maggi noodles par kiya gaya hai.
Comments
Post a Comment