GSM And CDMA Ka Full Form CDMA Ki Full Form CDMA Kya Hota Hai CDMA Ka Full Form

GSM Ki Full Form CDMA Ka Pura Name


GSM Full Form in Hindi CDMA Info in Urdu

CDMA and GSM Technology Details


CDMA ki full form Code Division Multiple Access hai. Telecommunication mein CDMA aik channel sharing method hota hai. CDMA ki meaning samjhne ke liye apko thora ghor karna hoga Multiple Access se pehle Code aur Division laga dene sey CDMA ban jata hai for example Multiple Access (of same communication channel) + (using) Code division. Wireless Mobile Communication kay baraks CDMA technology istemal karte hue aik he waqt mein mukhtalif transmitters information signals single bandwidth channel par communicate kar sakte hain.


Mukhtalif transmitters se hasil hone waly signals coded hote hain jo code division methodologies ko istemal karte hain aur phir single communication channel se receivers par transmitted kiye jate hain. Professor Dmitriy V.Ageev ko pehla shakhs jana jata hai jisne CDMA technology ko 1935 ke doran apni writings mein shamil kiya tha. Phir 1957 mein Leonid Kupriyanovich ne pehla CDMA practical model device ijaad kiya.

GSM Full Form in Hindi


GSM ki full form Global System for Mobile Communications hai. GSM protocols ka aik set hai jo cellular networks aur Mobile Phone ke darmiyan 2nd Generation communication channels ko establish karta hai. GSM technology ka credit European Telecommunications Standards Institute (ETSI) ko diya jata hai. Mobile Phones mein istemal hone walay SIM Card GSM connection he hota hai.

Kya aap jante hain kay aap ki wajah sey kisi ki help ho sakti hai ji haan agar aap ko hamari ye post pasand ayi hai to isay apne friends ke sath share karen apki wajah sey kisi ki help ho sake aur agar aap mujhse koi sawal puchna chahte ya agar aap ko ye jankari achi lagi hai to nechy thanks box par click karen aur ye information apne friends aur family kay sath facebook aur twitter par share karen.

Comments

Popular posts from this blog

CGPA Kya Hota Hai CGPA Full Form in Hindi CGPA Meaning in Urdu

B.Com Full Form In Commerce Courses B.Com Meaning In Urdu B.Com Full Form In Hindi

RTGS Ka Matlab Kya Hai RTGS Full Form In Banking In Hindi RTGS Ka Full Form In Urdu