HTML Full Form In Hindi HTML Full Form In Computer Full Form Of HTML In Hindi
HTML Full Form In Hindi
HTML Web Programming Language |
Full Form Of HTML In Hindi
HTML ki full form Hypertext Markup Language hai. HTML aik markup language hai jo web documents aur web pages ki formatting karti hai. Internet par store hone walay documents ki extensions .htm aur .html hoti hai. Computer software jo HTML documents ko interpret karta hai aur content ko screen par display karta hai web browser kehlata hai. Google Chrome, Mozilla Firefox, Internet Explorer aur Apple Safari sab sey zyada istemal hone walay web browsers hain.
HTML Ki History
HTML ki khoj Tim Berners-Lee ne 1990 mein ki thi usne HTML documents ko banaya aur HTML ke sentences ke roles ko bayan kiya. Is waqt W3C (World Wide Web Consortium) HTML ki documentation aur development ko dekh raha hai. HTML ki ijaad se le kar ab tak HTML ke bohat saray versions introduce karwaye ja chuke hain aur is waqt HTML ka latest version HTML5 hai jo apni high strength aur capabilities ki wajah sey bohat popular hai.
Comments
Post a Comment