ADB Ka Full Form ADB Ka Headquarter ADB Full Form In Hindi
ADB Ki Full Form ADB Full Form In Banking
ADB Full Form In Urdu/Hindi |
Asian Development Bank Full Meaning
ADB ki full form Asian Development Bank hai. Asian Development Bank (ADB) aik financial institution hai jo Asia aur Asia-pacific region mein economic aur social progress ko promote karta hai. Asian Development Bank aik regional development bank hai jo 19 December 1966 ko establish kiya gaya ADB ka headquarter Ortigas Center mein hai waqiya hai jo Mandaluyong, Metro Manila, Philippines mein hai.
ADB kay Asia mein economic aur Social development ke liye puri duniya mein 31 field offices bhi hain. Asian development bank ka maqsad Asia aur Asia-pacific region mein ghurbat ka khatma karna hai. ADB bank organization ke board of governors ki tadad 12 hai board of directors bhi 12 hain.
Kya aap jante hain kay aap ki wajah sey kisi ki help ho sakti hai ji haan agar aap ko hamari ye post pasand ayi hai to isay apne friends ke sath share karen apki wajah sey kisi ki help ho sake aur agar aap mujhse koi sawal puchna chahte ya agar aap ko ye jankari achi lagi hai to nechy thanks box par click karen aur ye information apne friends aur family kay sath facebook aur twitter par share karen.
Comments
Post a Comment