SMS Full Form In Hindi SMS Ka Full Form Matlab of SMS SMS Ki Jankari SMS Meaning In Urdu
SMS Ka Pura Naam SMS Ki Jankari SMS Matlab Kya Hota Hai SMS Full Form in Hindi SMS Definition In Urdu SMS Ki Full Form Kya Hai SMS Definition In Hindi SMS ki full form Short Message Service hai. SMS aik aisi service hai jo mobile phones par aur smartphones par short message bhejne ki ijazat deti hai. SMS ko short message isliye kaha jata hai kyon ki is mein sirf 160 characters jin mein alphabets, numbers aur symbol shamil hote hain. SMS mobile communication mein bohat aham service hai. Aaj ki duniya mein koi bhi mobile aisa nahin jis mein SMS karne ki saholat majood na ho SMS ko text message bhi kaha jata hai. SMS ko GSM connection kay zariye send aur receive kiya jata hai. SMS ki service ko istemal karne ke liye aap ke mobile phone ya smartphone mein SIM Card ka hona zaroori hai. SMS ka tasawwur Bernard Ghillebaert aur Friedhelm Hillebrand ne 1964 mein pesh kiya tha. Shuru mein SMS ka istemal bohat kam tha ahista ahista tamam mobile networks aur...