IRDP Ka Full Form IRDP Full Form in Hindi
IRDP Meaning in Hindi Integrated Rural Development Programme PPT Full Form in Urdu/Hindi IRDP Means IRDP ki full form Integrated Rural Development Program hai. IRDP aik development program hai jo kay Indian government ne 1978 mein banaya tha. 1980 mein ye puray India mein phail gaya ye program self-employment se taluq rakhta hai. IRDP ka main focus ghareeb logon ke groups ki income ki capacity ko increase karna aur generate karna hai. Ye program kisanon, dehyi dastakaron, zarai mazdooron aur chote kisan jo ghurbat ki line sey niche zindagi guzar rahe hain unhe target karta hai. Chote kisano ko 25 percent subsidies di jati hai iska 35 percent dehat kay dastakaron, zarai mazdooron aur kisano ko ke liye rakha jata hai. Aisy log jo jismani taur par mazoor hote hain aur jinhen Schedule tribes aur Schedule caste kaha jata hai jiska matlab hai aisy log jinhen achoot samjha jata hai aur schedule cast ka matlab India ki lowest caste hai. Jismani tor par ...