GST Ki Full Form Kya Hai GST Ka Pura Naam GST Ki Full Form in Hindi
GST Ka Pura Name GST Ki Jankari Hindi Me GST Ki Jankari in Hindi
GST Ki Full Form in Urdu/Hindi |
GST Tax Information in Hindi
GST Tax Information in Hindi
Is tarah jo Businesses GST ke sath registered hote hain wo GST's ki value ko tax incentive ka dawa kar sakti hain kay unhon ne daily commercial activities mein services aur goods ki purchasing karte hue pay kiya tha. Mukhtalif kisam ki taxable services aur goods kay darmiyan koi faraq nahi banaya jata un me har aik ko single rate tax milta hai jab tak wo irada rakhne walay customer tak na pohanch jaye. Aik single authority ko administrative ko tax aaid karne ki zimedari di jati hai.
Exported goods par koi tax nahi hoga aur imports par charges honge jo bilkul domestic goods aur services jesy he hote hain. India mein GST ko introduce karwana indirect taxation system reform karne ka ahem step sabit ho sakta hai. Double taxation mukhtalif state ke taxes aur central taxes ko aik karke kam ho sakta hai. Isky baad tax bilkul simple hoga aur tax lagane mein koi shadeed masla nahi hoga.
Consumer ke point of view sey dekha jaye to sab sey bara faida ye hoga kay goods par total tax kam hoga paperwork mein kami ayegi aur muft goods ko mukhtalif states mein borders par entry tax aur state tax ke baghair aik jagah sey dusri jagah le jaya ja sakega. Kya aap jante hain kay sirf 1 minute mein mein aap ki wajah sey kisi ki help ho sakti hai ji haan agar aap ko hamari ye post pasand aayi hai to isay apne friends ke sath share karen jiski wajah sey logon tak ye malomat pahunche gi aur is tarah aap dusron ki help kar sakenge.
Comments
Post a Comment