IAS PCS Full Form In Hindi IAS Officer Kya Hota Hai IAS Officer Banne Ke Liye Kya Kare Puri Jankari

PCS Ke Liye Qualification IAS Ke Liye Kya Padhe In Hindi


PCS Exam Knowledge in Hindi

IAS Exam Ke Liye Kitna Padhe Ias Banane Ke Liye Kya Karna Chahiye




PCS ka full form Provincial Civil Services hai PCS AIS (All India Service) ka mutbadil hai. PCS ko SCS (Civil State Service) bhi kaha jata hai. India ki har state ki apni PSC (Public Service Commission) hai. PSC India ke sarkari civil idaron mein bharti karne ke liye umeedwar ka exam leti hai. PCS exam ki kafi categories hain jinse guzar kar candidate job hasil karta hai in categories mein BDO (Block Development Office), State Police Service, Assistant Registrar, Excise Officer, District Treasury Officer, Assistant Collector, District Welfare Officer, District Food and Supplies Officer aur Cooperative Societies shamil hain. Jo candidates ye jobs hasil kar lete hain unki duty hoti hai ke wo aisy plans, programs ya schemes banaye jo goverment ko faida dain.



IAS Ka Full Form IAS Kya Hota Hai in Hindi Language

IAS Exam Information in Hindi

IAS ka full form Indian Administrative Service hota hai. Ye India ki sab se badi Administrative Civil service hai. Aik IAS ka officer commissioner, collector, chief secretary, public sector head aur cabinet sector ke ilawa bhi kisi unchi seat par ho sakta hai. IAS ka officer banne ke liye IAS ka exam pass hona lazmi hai agar ye nahin to phir aap ko UPSC (Union Public Service Commission) ka exam jis ke 3 step hote hain wo pass karna zarori hota hai.



Pehla step Preliminary exam dusra step Main Exam aur last step Interview ka hota hai. Ye ek bada challenge hota hai aur logon ko select karne ke liye best intelligent logon ko dekha jata hai. Kyon ki India mein har saal 600,000 se zyada log IAS ke exam me hisa lete hain lekin jin mein se sirf 200 se 250 log select ho pate hain.

Comments

Popular posts from this blog

B.Com Full Form In Commerce Courses B.Com Meaning In Urdu B.Com Full Form In Hindi

NOC Kya Hota Hai NOC Ki Full Form Kya Hai NOC Ki Jankari NOC Full Form In Hindi

CGPA Kya Hota Hai CGPA Full Form in Hindi CGPA Meaning in Urdu