CGPA Ka Matlab CGPA Ka Full Name CGPA Full Form in Hindi/Urdu DM Full Form CGPA Full Form in Hindi CGPA ki full form Cumulative Grade Point Average hoti hai. CGPA aik grading system hai jo kay Schools, Colleges aur Universities mein students ki academic performance calculate karne ke liye istemal kiya jata hai. CGPA tamam subjects kay grade points ki final average deta hai jis mein additional subject shamil nahi hai lekin calculation ki scheme mukhtalif ho sakti hai CGPA point ke taur par 10 kay sath relation mein diya jata hai CGPA ki percentage value hasil karne ke liye CGPA ko 9.5 sey multiply kiya jata hai for example agar kisi student ka CGPA 9.2 hai to phir marks equivalent percentage (9.2X9.5=87.4) yani 87.4% banegi ye marks ki range par depend karta hai grade aur grade point ka tayyun kiya jata hai grades mein A1, A2, B1, B2, C1, C2, D, E1, aur E2 shamil hain. Sab sey high grade point wo hai jo A1 scoring ke sath hasil kare jo 10.0 banta hai jab kay lowes...
Comments
Post a Comment