NOC Kya Hota Hai NOC Ki Full Form Kya Hai NOC Ki Jankari NOC Full Form In Hindi

NOC Ka Full Form Kya Hai NOC Ka Matlab Kya Hota Hai

Kya Aap bhi Internet Se Paise Kamana chahte ho? Domain konsa buy karen aur hosting kis company ki lain Website bana kar us say paise kis tarah kamaye? Internet Ki duniya mein SEO karke Google mein apni website ko sab se upar top kaise laye videos bana kar YouTube se paise kaise kamaye jate hain? ye sari molmat lene ke liye aur mazeed jankari ke liye aap mere sath WhatsApp par bhi rabta kar sakte hain. Blogger, SEO Expert, Digital Marketer, Website Developer, Website Designer Salman Moazzam 👉 +923436002946, 03346424709

NOC Full Form in Urdu/Hindi


NOC ki full form No Objection Certificate hai. NOC aik legal document hota hai jo kisi organization, institute, agency ya phir individually issue kiya jata hai lekin individually NOC jari karna bohat kam hota hai kyon ki kisi bhi maqsad ke liye NOC issue karna zyada tar idaray ka kaam hota hai.
Zyada tar government ya phir associated departments NOC require karte hain takay is baat ko yaqeeni banaya ja sake kay kahin koi qanoni dues yani mutaliqa shakhs kay paise dene wale rehte hai ya nahin phir is process ko continue kiya jata hai. Jis waqt mein NOC ki zaroorat hoti hai us mein state mein rehte hue Vehicle transfer karna ya phir ghar kharidna is k ilawa bank loans lene ke liye bhi NOC ki zarorat par sakti hai.
NOC ki aik dusri full form Network Operations Center bhi hai. Ye aik aisi jagah hai jahan say bohat baray telecommunication networks ko monitor, manage aur supervise kiya jata hai. NOC aam taur par problem management aur is ke ilawa mukhtalif network issues se mutaliq madad karta hai. Network Operations Center configuration services, router services, allocate domain names aur network changes etc. ko bhi governs karta hai. Kya aap jante hain kay ap ki wajah sey kisi ki help ho sakti hai ji haan agar aap ko hamari ye post pasand ayi hai to isay apne friends ke sath share karen apki wajah sey kisi ki help ho sake aur agar aap mujhse koi sawal puchna chahte ya agar aap ko ye jankari achi lagi hai to nechy thanks box par click karen aur ye information apne friends aur family kay sath facebook aur twitter par share karen.

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

B.Com Full Form In Commerce Courses B.Com Meaning In Urdu B.Com Full Form In Hindi

OTG Ki Full Form OTG Full Form In Hindi What Is The Full Form Of OTG Cable