IPL Ka Full Form Kya Hota Hai ViVO IPL Ka Full Form IPL Ka Pura Naam Kya Hai
IPL Ki Puri Jankari IPL Ki Full Form Hindi Main
IPL T20 Cricket League Information |
IPL ki full form Indian Premier League hai IPL ki league 2008 mein Indian Board for Cricket BCCI ne banayi. IPL ko professional 20-20 cricket league bhi kaha ja sakta hai jo kay har saal khela jata hai. Sari franchise teams jo India k cities ko represent karti hai har saal IPL mein hissa leti hain. IPL mein total 8 teams hain jinke darmiyan muqabla hota hai jin mein say 5 teams ek bar IPL league jeet chuki hain. IPL jeetne wali teams mein Mumbai Indians, Kolkata Knight Riders, Rajasthan Royals, Deccan Chargers aur Chennai Super Kings shamil hai. IPL har saal mein April aur May ke mahine mein shuru hota hai.
Comments
Post a Comment