Posts

Showing posts from April, 2017

DELL Full Form in Computer DELL Kaha Ki Company Hai DELL Ki Full Form in Hindi

Image
DELL Ka Full Form DELL Full Form Name DELL Computer Company Details in Hindi/Urdu DELL History in Hindi DELL ka name Dell company kay founder Mr. Michael Dell sey bana hai. DELL aik private American company hai jo kay Round Rock, Texas, United States mein waqiya hai. DELL company multinational Computer technology enterprise hai jo kay development, sale, refurbishment aur computers ki assistant aur dusri services aur products ke sath shuru hui thi. Company ka name isky founder Michael Dell kay naam sey munsalik hai jisne company ko duniya ki sab sey bari technological corporations mein sey aik corporation banaya. DELL personal computers, data storage devices, servers, network switches, computer peripherals, software, cameras, HDTVs, Monitors, LCD, LED Monitor, MP3 players, printers aur dusri electronics manufacturer karti hai. DELL electronic commerce aur supply chain management khas taur par direct sales model aur configure to order methodology jo kay per...

HSC Kya Hai HSC Ka Full Form HSC Exam Full Form in Hindi

Image
What Is HSC in Education HSC Ki Full Form HSC Exam Information Higher Seconary Certificate SSC Full Form HSC Course Details HSC ki full form Higher Secondary Certificate hai HSC aik course completion certificate hai jo student ko India mein secondary education yani 12th grade pass karne par diya jata hai. Dusry lafzon mein student ko HSC hasil karne k liye 12th board examination minimum percentage ke sath pass karna zarori hota hai. Higher Secondary Examination Physics, Chemistry, Mathematics, Biology, Accounting, Geography, History jaise subjects mein liya jata hai. Har student ki score uski performance par depend karti hai aur isay dusry candidates ke sath rank nahi kiya jata hai HSC ka maqsad students ko higher studies ya phir jobs ke liye eligible banana hai kyun ki HSC ki report mein student ki ability, eligibility aur uski achievements ko bayan kiya jata hai. HSC public examination ko board examination bhi kaha jata hai jo kay junior college ya i...

CAT Kya Hota Hai CAT Exam Full Form CAT Test Full Form in Hindi

Image
CAT Ka Full Form CAT Ki Full Form CAT Test Examination Information NEET Full Form CAT Ki Jankari CAT EXAM IN HINDI CAT ki full form Common Admission Test hai CAT aik Computer based examination hota hai. CAT exam students ko mukhtalif post-graduate programs aur business administration aur management mein admission hasil karne ke liye dena hota hai. CAT exam Indian Institute of Management organize karti hai. CAT exam bunyadi taur par reading comprehension, verbal ability, quantitative skills, data interpretation aur student ki logical reasoning ko test karta hai. CAT exam students ko India ki mukhtalif management institutes mein jaise IIMS aur Non-IIMs mein admission hasil karne mein madad deta hai. 2009 tak CAT exam aik paper par hone wala exam tha test ki duration, questions ka pattern aur test ki length ko pichly kai saalon sey tabdeel kiya ja raha hai. 2009 mein CAT ko computer based exam announced kar diya gaya tha candidates ko institutes mein admission ha...

ITI Ka Full Form Kya Hai ITI Ki Jankari ITI Ki Full Form Hindi Me

Image
ITI Ka Matlab Kya Hota Hai ITI Full Form in Hindi Industrial Training Institute ITI Full Form in Hindi CGPA Full Form in Hindi ITI Ki Puri Jankari ITI ki full form Industrial Training Institute hai. ITI aik educational institute hai jo technical field kay students ko train karti hai. ITI students ko Fitter, Plumber, Welder, Mechanic, Electrical, Carpenter, Refrigeration & Air Conditioning ki fields mein training deti hai. ITI kay courses DGET Directorate General of Employment and Training aur Union Govt. of India sey authorized hote hain. Asal mein ITI India mein institutes kay groups ko represent karti hai industries mein manpower ki technical requirement ko pura karna ITIs ka maqsad hai. ITI Courses Duration ITI Courses ki duration mukhtalif hoti hai ye trade par depend karta hai ITI Course ki duration normally 1 year aur 3 years tak hoti hai. Koi bhi candidate complete karne ke baad job ko choose kar sakta hai jo ITI cadre ko suit karti hai ya phi...

CGPA Kya Hota Hai CGPA Full Form in Hindi CGPA Meaning in Urdu

Image
CGPA Ka Matlab CGPA Ka Full Name CGPA Full Form in Hindi/Urdu DM Full Form CGPA Full Form in Hindi CGPA ki full form Cumulative Grade Point Average hoti hai. CGPA aik grading system hai jo kay Schools, Colleges aur Universities mein students ki academic performance calculate karne ke liye istemal kiya jata hai. CGPA tamam subjects kay grade points ki final average deta hai jis mein additional subject shamil nahi hai lekin calculation ki scheme mukhtalif ho sakti hai CGPA point ke taur par 10 kay sath relation mein diya jata hai CGPA ki percentage value hasil karne ke liye CGPA ko 9.5 sey multiply kiya jata hai for example agar kisi student ka CGPA 9.2 hai to phir marks equivalent percentage (9.2X9.5=87.4) yani 87.4% banegi ye marks ki range par depend karta hai grade aur grade point ka tayyun kiya jata hai grades mein A1, A2, B1, B2, C1, C2, D, E1, aur E2 shamil hain. Sab sey high grade point wo hai jo A1 scoring ke sath hasil kare jo 10.0 banta hai jab kay lowes...

SAP Kya Hai SAP Ki Full Form SAP German Company Full Form SAP Meaning In Urdu

Image
SAP Full Form in Software SAP ERP Full Name SAP ERP Software Information in Urdu/Hindi SAP Software in Hindi SAP ki full form Systems Applications & Products hai SAP ko centralized database se refer kiya jata hai jo kay kisi bhi organization mein istemal hone wali mukhtalif applications ke liye common hai. SAP bunyadi taur par aik enterprise software hai jo kay organization ko mukhtalif applications jaise Finance, HR, Logistics wagera manage karne mein madad deta hai. SAP ka main function ye hai kay ye business kay tamam kaamon ko ikatha kar deta hai. SAP puri dunya mein sab sey ziyada popular ERP software hai. Jo company SAP business mein bohat famous hai uska name SAP SE hai. SAP ki mazeed detail aur puri jankari nechy batai ja rahi hai. Introduction To SAP SAP ko German language mein Systemanalyse und Programmnetwiclkung bhi kaha jata hai SAP aik multinational company hai jo kay Germany mein hai. Ye aik software company hai jo kay business ki managem...