DP Full Form In Hindi DP Ka Full Meaning DP Ka Pura Naam DP Ka Full Form Kya Hoga

DP Ka Matlab Kya Hota Hai DP Ka Means DP Ka Mtlb


DP Full Form in Urdu/Hindi


DP Ka Full Form Batao



DP ki full form Display Picture hai DP aik popular term hai jo internet users aur social media istemal karne walay log bohat ziyada istemal karte hain. DP ka word jo aksar Facebook, Twitter aur Instagram jesy networks par use hota hai iska matlab Display Picture hota hai Display Picture sey muraad wo tasveer hai jo aap apna account banate waqt lagate hain jisy Profile Picture bhi kaha jata hai. Display Picture ka lafz us waqt istemal hona shuru hua jab Online Text Messaging ki shuruat hui. Asian countries mein rehne walay log isay bohat ziyada istemal karte hain ab ye Term Profile Picture se ho gai hai lekin log abhi bhi DP ka word use karte hain.

Internet ki duniya mein bohat saray aisay lafz hain jo apni popularty ki wajah sey logon mein aam hue isi tarah aur words bhi hain jaise LOL, ROFL, LMAO aur ASAP waghera. DP ka lafz rozana hone wali conversations mein bohat ziyada istemal hone laga jiski wajah sey ye aik popular internet slang ban gaya. DP ka lafz isliye use hota hai kyon ki jis shakhs ne account banaya hai wo apni khud ki picture upload karta hai lekin har bar aisa nahi hota aap ne dekha hoga log aksar social media par apne accounts par apni picture lagane ki bajaye kisi cheez ki picture laga dete hain jaise koi cute cat ya phir flower etc.

Jab DP ka lafz bohat aam hua aur har koi ye word istemal karne laga to kuch companies ne iska faida uthaya aur dp ko khubsurat banane ke liye Applications banne lagi jaise Candy Camera aur Retrica iske ilawa PicsArt jesi applications kafi popular ho gai. Jab Facebook aur Instagram jesi popular companies ko is cheez ka pata chala to unhone ne apni website par he dp ko beautiful banane ke liye tools provide kar diye jiski wajah sey user wahin par apni DP ko edit, crop, colors correction aur dusre kaam kar sakta hai. Kya aap jante hain kay sirf 1 minute mein mein aap ki wajah sey kisi ki help ho sakti hai ji haan agar aap ko hamari ye post pasand aayi hai to isay apne friends ke sath share karen jiski wajah sey logon tak ye malomat pahunche gi aur is tarah aap dusron ki help kar sakenge.

Comments

Popular posts from this blog

CGPA Kya Hota Hai CGPA Full Form in Hindi CGPA Meaning in Urdu

B.Com Full Form In Commerce Courses B.Com Meaning In Urdu B.Com Full Form In Hindi

RTGS Ka Matlab Kya Hai RTGS Full Form In Banking In Hindi RTGS Ka Full Form In Urdu