GIF Ka Matlab GIF Ka Full Name Full Form Of GIF In Computer Language
GIF Image Full Name GIF Ka Full Form GIF Full Form In Hindi
World Globe GIF Image Animation |
GIF File Full Name GIF Ki Full Form
GIF scanned images ke sath bohat acha kaam karta hai jaise illustrations ye isliye kyon ki iski limit 256 colors tak hai. Tahum isme data ko compress kiya ja sakta hai GIF format ka sab sey bara faida ye hai kay ye image ki quality ko kharab kiye baghair file size ko chota kar deta hai kyon ki is par LZW (Lempel-Ziv-Welch) lossless data compression apply hota hai. CompuServe ne bitmap ka image 1987 mein mutarif karwaya. Ye format aam taur par GIF ya phir Graphics User Format kaha jata hai. GIF internet bohat istemal hota hai har image ke liye 8bits per pixel support karta hai.
Is format ke mutabiq mukhtalif images ko mila kar animation create kiya ja sakta hai. Lempel Ziv Welch lossless technique mein file ka size file ki quality ko kharab kiye bagair kiya jata hai image ki quality barqarar rehti hai. GIFs low resolution aur small animations ke films clips mein bhi istemal hote hain. Kya aap jante hain kay sirf 1 minute mein mein aap ki wajah sey kisi ki help ho sakti hai ji haan agar aap ko hamari ye post pasand aayi hai to isay apne friends ke sath share karen jiski wajah sey logon tak ye malomat pahunche gi aur is tarah aap dusron ki help kar sakenge.
Comments
Post a Comment