AM Ki Full Form AM Fm Radio Full Form AM Ka Matlab AM Ka Meaning In Hindi

AM Ki Full Form AM Ka Full Form In Hindi


AM Radio Broadcasting Method Full Form

AM Full Name Form In Urdu



AM ki Full Form Amplitude Modulation hai jo kay radio broadcasting method hai. AM radio signals ke zariye awaaz pahuchane ke liye use hone wala pehla format hai. AM broadcasting mein sab sey zyada istemal hone wala method hai aur ye aaj bhi istemal hota hai. AM ko 2-way radio communications ke liye bhi istemal kiya jata hai. 1901 mein pehli baar Canada ke Engineer ne amplitude modulation (AM) ke zariye signal ko transmit kiya. AM ka bunyadi tasawar bohat sada aur seedha hai.

AM mein signals amplitude ko awaaz ki tezi ke mutabiq tabdeel kiya jata hai jo sound signal radio signals par bhejta hai. Chunkay Radio signals "Carrier" ban gaye hain yehi asal wajah hai kay itne saalon baad bhi AM ko istemal kiya ja raha hai. AM ko kam kharach mein aur kam components mein implement kiya ja sakta hai lekin AM ka nuqsan ye hai kay high power istemal karta hai bandwidth bhi ziyada use karta hai aur is mein noise interruptions bhi hoti hain.

Comments

Popular posts from this blog

CGPA Kya Hota Hai CGPA Full Form in Hindi CGPA Meaning in Urdu

B.Com Full Form In Commerce Courses B.Com Meaning In Urdu B.Com Full Form In Hindi

RTGS Ka Matlab Kya Hai RTGS Full Form In Banking In Hindi RTGS Ka Full Form In Urdu