ASAP Full Form In Hindi ASAP Ka Full Form ASAP Full Meaning In Hindi
ASAP Ka Full Name ASAP Matlab
ASAP Acronym Meaning in Urdu/Hindi Language |
ASAP Name Meaning In Urdu ASAP Translated In Urdu
ASAP ki Full Form As Soon As Possible hai. ASAP ki term kisi zaroori kaam ke liye use hoti hai agar wo kaam zarori na ho lekin jaldi karna ho tab b ye term istemal hoti hai As Soon As Possible ka matlab bhi yehi hai jitni jaldi mumkin ho sake ye kaam kar do. ASAP aksar letters aur official communications mein isliye istemal kiya jata hai takay jo recieve karne wala hai wo ye task jitni jaldi mumkin ho sake is ko pura kare. ASAP kaam ki zarorat ki taraf ishara karta hai ASAP puri duniya mein internet par popular use hone walay slangs jaise LOL, ROFL, LMAO etc. mein apni shamuliyat ikhtiyar kar li hai.
ASAP ki term rviyati aur ghair riwayti dono suraton mein istemal ki jati hai. ASAP acronym se mutaliq dilchasp baat ye hai kay log isay lafz ke taur par istemal karte hain jab dusry words ke sath aisa nahi hota. Zahir hai ye lafz kisi khaas kaam ko munasib waqt mein karne ki taraf ishara karta hai. Ye is baat par zoor deta hai kay kahe jane walay kaam ko karne ke liye koi ghair zarori takheer na ho. ASAP kay acronym k hawalay se kaha jata hai kay ye Military mein istemal hota tha ASAP term ka sabse pehle The Greatest Airlift 1958 mein hua tha. Tahum bohat saray zaraye se ye baat samne ayi hai kay ASAP World War I mein bhi istemal hua tha. Waqt ke sath sath ASAP English Language mein gehri taur par shamil ho gaya aur isay bohat azeem ahmiyat milne lagi. Ye logon ka waqt bachata hai.
ASAP Ko Document, Letter etc. Mein Kesy Istemal Karen?
Agar aap ASAP ko kisi official letter ya document mein istemal karna chahte to aap ASAP ko is tarah istemal kar sakte hain. Dear Sir, As per our telephonic conversation, you are requested to collect the necessary documents and mail us ASAP. ASAP abbreviation ki mukhtalif full forms hain aur ye mukhtalif departments mein use hoti hai. Kya aap jante hain kay sirf 1 minute mein mein aap ki wajah sey kisi ki help ho sakti hai ji haan agar aap ko hamari ye post pasand aayi hai to isay apne friends ke sath share karen jiski wajah sey logon tak ye malomat pahunche gi aur is tarah aap dusron ki help kar sakenge.
Comments
Post a Comment