ICICI Bank Full Abbreviation ICICI Bank Full Form In Hindi ICICI Meaning In Urdu
ICICI Bank Ki Jankari ICICI Ka Full Form Kya Hai
ICICI Bank Information In Hindi/Urdu |
ICICI Ka Pura Naam ICICI Ka Full Form Hindi
ICICI Bank ki full form Industrial Credit and Investment Corporation of India hai. ICICI aik Indian Financial Institution hai jo kay 1994 ko found ki gai thi ICICI ka headquarter Mumbai aur Maharashtra mein hai. ICICI bank retail customers aur corporates areas jaise investment banking, venture capital, asset management aur non-life insurance wagera aur mukhtalif qism ki banking aur financial services deta hai. ICICI ki full form ke baray mein mazeed tafseel jante hain.
ICICI Bank Mukhtasir Taaruf
India ki banking industry bohat tezi se phelne wali commercial industry hai jo international bhi hai. Sab se pehle angrezon ne banking mutarif karwai lekin India ki azadi ke baad Hindustan mein banking ki industry mein kafi development hui hai. Jab banks ne International models adopt kiye to ahista ahista India ne duniya ke baray banks ki barhti hui taraqi ko dekha. India ne private companies ke liye apne darwaze khule rakhe bohat sari private banking companies investment shuru kar di public banking sector ki bajaye private banking sector mein ziyada development hui ye isliye kyon ki India ne private sector ke liye apne darwaze khule rakhe aur India mein banking ke international standards ko implement kiya.
Bharat mein bohat sari private banking companies hain lekin bohat thori aisi hain jinhone commercial banking ko deeply adopt kiya aur faida uthaya jis mein aik naam ICICI bank ka bhi hai. ICICI bank ka headquarter Mumbai aur isay duniya ki ba asar khatoon shakhsiyat Mrs. Chanda Kochhar chala rahi hai. ICICI bank India mein popular bank hai jo kay dar asal aik multinational company hai jo banking services sirf India mein nahi balkay India se bahir bhi dusre countries mein deti hai. ICICI bank ne banking field mein kamyabi hasil kar li hai.
Comments
Post a Comment