ADCA Ka Full From Kya Hota Hai ADCA Ka Full Form ADCA Full Form In Computer

ADCA Ka Matlab ADCA Ka Hindi


Advance Diploma In Computer Applications

ADCA Ki Jankari




ADCA ki full form Advance Diploma in Computer Applications hai ADCA aik course hai jo kay bohat sari universities karwati hain jis mein computers ki field se le kar internet, operating systems, office automation, programming languages aur hardware maintenance ke baray mein sikhaya jata hai. Advanced Diploma in Computer Application 1 saal ka hota hai jo kay The Global Open University ki janib sey karwaya jata hai. Jis mein pagemaker, tally, web design, corel draw bhi sikhaya jata hai. ADCA karne ke liye eligibility 12 years ki education hona zarori hai aur DCA holders ko prefer kiya jata hai. Successful candidates ko The Global Open University sey Advanced Diploma in Computer Applications award kiya jata  hai ADCA karne walay students BCA Degree ke mein admission liye bhi eligible ho jate hain.



Advance Diploma in Computer Applications karne ke baad IT industry mein career banane ke chances barh jate hain kyunki Global Open University ke paas IT Applications ka latest syllabus hota hai jo har 6 months baad trends aur market ke hisab sey update kiya jata hai. ADCA puri duniya ke developed countries ke liye software professionals banati hai. ADCA ki total fee 7,525 rupees hai. Admission lene ke baad student ko fee ki pehli installment karne ke baad study material mein Identity card or study materials ka set unky ghar bhej diya jata hai. Kya aap jante hain kay sirf 1 minute mein mein aap ki wajah sey kisi ki help ho sakti hai ji haan agar aap ko hamari ye post pasand aayi hai to isay apne friends ke sath share karen jiski wajah sey logon tak ye malomat pahunche gi aur is tarah aap dusron ki help kar sakenge.

Comments

Popular posts from this blog

B.Com Full Form In Commerce Courses B.Com Meaning In Urdu B.Com Full Form In Hindi

NOC Kya Hota Hai NOC Ki Full Form Kya Hai NOC Ki Jankari NOC Full Form In Hindi

CGPA Kya Hota Hai CGPA Full Form in Hindi CGPA Meaning in Urdu