DCA Full Form in Hindi D.C.A. Ka Pura Name DCA Ka Full Form in Hindi

DCA Full Form Name DCA Ka Matlab Diploma in Computer Application Course Duration


Diploma in Computer Applications in Hindi


DCA Ka Full Form Kya Hai DCA Ka Full Form Hindi Me


DCA ki full form Diploma in Computer Applications hai hamari zindagi mein computer ki barhti hui demand aur computers ka humari zindagi mein important role is baat ki tasdeeq karta hai kay aany waly waqt mein Computer professionals ki bohat zaroorat hai. India kay mukhtalif departments mein istemal hone walay computers aur inki demand mein izafa ho raha hai jis mein Computer applications in business, programming languages, database management, systems analysis, khaas applications mein computer software development jaise kay studies, financial management aur lambay arsay ki planning waghera shamil hai. uration 6 months hoti hai lekin 1 year bhi ho sakti hai ye course curriculum aur institution per depend karta hai.

Diploma in computer applications mein aap darj zail cheezen seekhty hain.

  • Basic Computer Skills
  • MS Office Applications
  • ERP Basics
  • Internet Basics
  • E-Business
  • Software Hacking & IT Security
  • PC Assembly and Troubleshooting
  • Software Engineering

Jobs After Diploma In Computer Application


DCA mein apply karne kay liye candidates ka 12th pass hona zaroori hai. Diploma in Computer Applications karne ke baad students computer ki mukhtalif fields mein kaam kar sakte hain lekin isky sath sath aap work experience aur job profile hona zaroori hai.
  • Networking & Internetworking
  • Database Development & Administration
  • Programming - Development tools, languages
  • Technical writing
  • Software design & engineering
  • Graphic design and animation
  • Web/ e-commerce development
Kya aap jante hain kay sirf 1 minute mein mein aap ki wajah sey kisi ki help ho sakti hai ji haan agar aap ko hamari ye post pasand aayi hai to isay apne friends ke sath share karen jiski wajah sey logon tak ye malomat pahunche gi aur is tarah aap dusron ki help kar sakenge.

Comments

Popular posts from this blog

CGPA Kya Hota Hai CGPA Full Form in Hindi CGPA Meaning in Urdu

B.Com Full Form In Commerce Courses B.Com Meaning In Urdu B.Com Full Form In Hindi

RTGS Ka Matlab Kya Hai RTGS Full Form In Banking In Hindi RTGS Ka Full Form In Urdu