Full Form Of DNA In Medical Science DNA Full Form In Hindi
DNA Ki Full Form Kya Hai DNA Ki Full Form In Hindi DNA Full Form In Urdu HIV Full Form AIDS Full Form In Hindi What Is The Full Form Of DNA In Biology DNA ki full form Deoxyribo Nucleic Acid hai. DNA ek significant molecule hai jis mein reproduce, develop aur zinda rehny ki instructions majood hoti hain. Har cell mein ye instructions majood hoti hain jo pichli generation se aayi hoon aur ye function insano kay sath sath dusry jandaro par bhi laagu hota hai. Dusry lafzon mein har cell mein ek organism hota hai jis mein same DNA shamil hota hai. DNA mein zaroori malomat ko codes ki sorat mein mehfooz kiya jata hai jo kay 4 chemicals base kay hote hain jin mein Guanine (G), Adenine (A), Thymine (T) aur Cytosine (C) shamil hain. Aik insan kay DNA mein 3 billion sey zyada bases payi jati hain jo 99% har shakhs mein same hoti hain. DNA ki khasiyat ye hoti hai kay khud ba khud banta hai aur jab cell taqseem hote hain to phir ye naye cell mein purane cell ki sa...