LL.B Kya Hota Hai LL.B Ki Full Form In Hindi What Is The Full Form Of LL.B In Law In Urdu
LL.B Ki Jankari Hindi LL.B Kaise Kare LL.B Ka Full Form In Hindi
What is Full Form of LL.B Details in Hindi/Urdu |
LL.B Course Definition LL.B Meaning In Urdu
LLB ki full form Bachelor of Laws hai jisy Latin Term mein Legum Baccalaureus bhi kaha jata hai. LLB ek professional undergraduate degree hai jo aisy students hasil karte hain jo legal profession mein apna career banana chahte hain legal profession kya hai legal profession sey murad justice insaaf aisy log jo insaf pasand hoon aur parh likh kar society ko insaaf dilwana chahte hoon ya phir sirf adalat mein lawyer banna chahte hoon aur logon ki wakalat karna chahte hoon. Latin language mein plural form pehle letter L ko double karne sey banti hai. Isi tarah LL legum ki plural form kay liye use kiya gaya hai isliye abbreviation mein Double (LL) hone ki ye ek wajah hai.
Indian legal education system riwayati taur par LLB undergraduate ki 3 sala degree offer kar raha hai jo kay intermediate exam Part 1, Part 2 ki tarha hota hai. Course complete karne kay baad student ko Bachelor of Laws ki (B.L) ki degree di jati hai. 3 years kay LL.B course kay liye candidate ki age 20 saal hona zarori hai aur candidates ka kisi bhi field mein recognized institution sey 50% marks ya is say brabar grade points hona lazmi hain. LLB ka complete course jiski duration 5 years hai isy karne kay liye student ki age 20 years hona zarori hai aur candidate ka 12th class ka 50% marks ya isky brabar grades points average ka pass hona bhi zarori hai.
India mein legal education hasil karnay aur (B.L) ki degree hasil karnay kay liye koi khaas special legal school, college ya universities nahin hai. Law ki degrees jo students ko award ki jati hain wo Bar Council of India ki janib sey di jati hain. Ye universities UGC (University Grants Commission) kay under hoti hain aur UGC he inko supervise karti hai. Bar of India council legal education mein koi khas reforms nahi la saki aur ye halat 20 saalon sey chal rahi hai. LLB mein addmission leny kay liye CLAT (Common LAW Test) ka pass karna bhi lazmi hota hai jis mein 12th grade pass karne kay baad ye test diya ja sakta hai. Kya aap jante hain kay ap ki wajah sey kisi ki help ho sakti hai ji haan agar aap ko hamari ye post pasand ayi hai to isay apne friends ke sath share karen apki wajah sey kisi ki help ho sake aur agar aap mujhse koi sawal puchna chahte ya agar aap ko ye jankari achi lagi hai to nechy thanks box par click karen aur ye information apne friends aur family kay sath facebook aur twitter par share karen.

Comments
Post a Comment