BMW Car Ki Full Form BMW Ka Matlab In Hindi

BMW Ka Pura Name BMW Car Ka Full Form


BMW Full Form in Hindi BMW Ki Jankari in Hindi

What Is The Full Form Of BMW Car In Hindi




BMW ki full form Bayerische Motoren Werke hai ye German language kay words hai is tarah agar inko English language mein translate kiya jaye to phir BMW ka matlab Bavarian Motor Works banta hai. BMW Germany ki company hai jo automobiles aur motorcycles banati hai. BMW ko BMW AG bhi kaha jata hai BMW ka ek alag brand bhi hai jiska name BMW Motorrad hai jo sirf motorcycles banta hai. BMW Motorrad 1923 sey motorcycles bana raha hai BMW ka ek sub-brand bhi hai jisy BMW i kaha jata hai jo 2011 sey plug-in electric vehicles bana rahi hai.



Agar hum apni aaj ki life ko cars kay baghair imagine karen to ye humare liye mushkil hoga kyun ki duniya bohat tez ja rahi hai aur log apna waqt bachate hain. Cars travel kay taur par aur hobby kay taur par bhi istemal ki jati hain. Kuch log car sirf isliye kharidte hain kyunki unhe apni daily life mein iski zaroorat hoti hai aur kuch sirf isliye car rakhna chahte hain takay log unki izzat karen aur unhe ek rich person samjhen. Aaj kal jis k paas apni car hoti hai log usay ameer admi kehty hain. Cars ki barhti hui demand ki wajah sey bohat sari companies aati gai jin mein sey aik BMW hai BMW dunya mein bohat popular hai wo isliye kyunki inki cars ki quality bohat achi hoti hai aur log isy pasand bhi karte hain BMW ki popularity ki wajah ye bhi hai kay kuch countries mein logon ney BMW ko apna Status bana liya hai.

Comments

Popular posts from this blog

B.Com Full Form In Commerce Courses B.Com Meaning In Urdu B.Com Full Form In Hindi

NOC Kya Hota Hai NOC Ki Full Form Kya Hai NOC Ki Jankari NOC Full Form In Hindi

OTG Ki Full Form OTG Full Form In Hindi What Is The Full Form Of OTG Cable