SSC Ka Pura Name SSC Ki Full Jankari SSC Full Form In Hindi

SSC Kya Hai SSC Ki Full Form In Hindi SSC Ka Full Form Hindi Me


SSC Full Form Information in Hindi

SSC Information In Hindi SSC Age Limit For Exam 2017




SSC ki full form Staff Selection Commision of India hai. SSC ek government organization hai jo kay mukhtalif posts par mukhtalif departments mein aur sub ordinate offices mein logon ko bharti karti hai. SSC ko 1975 mein establish kiya gaya tha SSC Group B mein posts aur Group C mein India ki mukhtalif ministries mein technical positions mein logon ko bharti karti hai. SSC bari posts par logon ko bharti karnay kay liye logon kay exams bhi leti hai jin mein Auditors,  Income Tax Inspectors, Junior Accountants, Divisional Accountants, Upper Division Clerks, Stenographer waghera shamil hain.



Kuch posts aisi hain jo newspaper mein advertisement kay zariye publish ki jati hain aur inka directly interview hota hai jaise Storekeeper, Technical Assistants, Information Assistant etc. SSC mein appear hone kay liye aap ki age 18 aur 27 kay darmiyan honi chahiye lekin SSC SC/ST, divorced women, widows, ex servicemen, government candidates ko age flexibility bhi deti hai.

Comments

Popular posts from this blog

CGPA Kya Hota Hai CGPA Full Form in Hindi CGPA Meaning in Urdu

B.Com Full Form In Commerce Courses B.Com Meaning In Urdu B.Com Full Form In Hindi

RTGS Ka Matlab Kya Hai RTGS Full Form In Banking In Hindi RTGS Ka Full Form In Urdu