DVD Ka Full Name Blu Ray Full Form DVD Ki Full Form DVD Ka Full Name In Hindi
Full Form Of DVD In Computer Language DVD Full Form In Hindi
DVD Blu-Ray Full Form in Hindi |
DVD Full Meaning DVD-ROM Full Name Blu Ray Full Form
DVD ki full form Digital Video Disc ya phir Digital Versatile Disc bhi ho sakti hai DVD ko blu ray bhi kaha jata hai. Ye technology data store karny kay liye optical media ko istemal karti hai. CD aur DVD ka size same hota hai lekin DVD ki storage CD se kafi ziyada hoti hai Generally CD ki storage 700 MB hoti hai aur DVD ki storage capacity 4.7 GB tak hoti hai. DVD ki bohat sari mukhtalif types hain ye istemal karne par depend karta hai kuch DVD's Computer files aur softwares store karnay kay liye istemal hoti hai aur kuch DVD's sirf video playback kay liye use hoti hai.
DVD ka format DVD-Video standard 1995 mein popular electronic companies kay tawan sey banaya gaya jaise kay Toshiba, Sony, Panasonic aur Philips etc. Data ko store karnay kay liye computer mein storage kam par sakti hai jab videos aur Audios high quality ki hoon aur bohat sari hoon kyunki especially HD Videos bohat zyada storage le jati hain aur zyada MB's mein save karni parti hain.
Comments
Post a Comment