ERP Ka Pura Naam ERP Ka Full Form Kya Hai ERP Kya Hota Hai ERP Full Form In Computer In Hindi

ERP Full Form in Business ERP Ka Full Name


erp full form in computer in hindi
ERP (Enterprise Resource Planning) Full Form in Hinglish

ERP Full Form Software



ERP ki full form Enterprise Resource Planning hai. ERP aik software hai jo k business management k liye design kiya jata hai jis mein companies integrated applications data ko store karne collect karne interpret karne manage karne aur mukhtalif kaam karne ke liye istemal karti hain. ERP software ki misaal SAP hai. ERP jo sab se zarori activites ko manage karti hai us mein manufacturing, product planning, service delivery, inventory management, payment, shipping, etc. shamil hain. ERP systems use karne ke kafi faide hain jin mein chand fawaid neeche bataye ja rahe hain.

Advantages of Using ERP:


ERP system use karne ke bohat saray faide hain jin mein sab se pehle jo faida hai wo ye hai k is mein aik he jagah par services aur products ki malumat mil jati hai jesy vendors, suppliers aur orders waghera. Ye feature product launch mein kafi achi development muhaiya karta hai jis ki wajah se company k market shares barh jate hain. Business k mushkil faisly karne mein madad milti hai. Business process information jesy invoicing, sale and purchase ki tarteeb rehti hai jis ki wajah se karobar ki progress aur planning ki sahi jankari milti hai.

ERP Full Form Explained

Jesy k pehle bataya gaya hai k ERP Enterprise Resource Planning aik kisam ka software hai jiska taluq business management se hai. Ye bunyadi taur par kisi bhi business organization ya institution k liye applications banana hai jis mein business k mukhtalif operations aur activities se hasil hone walay data ko ikatha karna usay save karna uski translation karna shamil hai. Business activities mein shipping aur payment, product planning, marketing and sales, manufacturing, services delivery aur inventory shamil hai.

ERP user ko aam taur par banaye jane walay databases ki madad se business k aham tareen process ko dikhata hai jisay Database Management System se manage kiya jata hai. ERP system business materials ko tracking karne mein madad deta hai aur resources ki capacity, raw materials aur cash bhi track karta hai. Produce karne ki capacity mein purchase orders, orders aur payroll shamil hai.
Ye applications data ko create karne system data ko mukhtalif departments se jesy k purchasing, manufacturing, accounting aur sales etc. se collect karne mein help karti hain.

ERP Functional Areas


ERP system functional areas ko cover karta hai bohat saray ERP systems jab unhen ikatha kiya jata hai to phir unhen ERP Modules kaha jata hai.
Customer relationship management: Is mein service, commissions, customer contact, sales and marketing aur call center shamil hai.


Manufacturing: Is mein work orders, bill of materials, engineering, scheduling, workflow management, capacity, manufacturing process, quality control, manufacturing projects, product lifecycle management, manufacturing flow, product lifecycle management, and workflow management shamil hai.

Financial Accounting: Iss mein includes fixed asset, General ledger, payables that include  matching, vouchering and payment, collections, receivables cash application and financial consolidation, and  cash management shamil hai.

Human Resources: Iss Recruiting, diversity management, training, payroll, benefits, rostering, retirement, 401K, separation, etc. shamil hain.

Data services: Iss mein bohat saray interfaces jinka taluq “self–service” customers k liye, aur employees, aur suppliers shamil hain.

Comments

Popular posts from this blog

CGPA Kya Hota Hai CGPA Full Form in Hindi CGPA Meaning in Urdu

B.Com Full Form In Commerce Courses B.Com Meaning In Urdu B.Com Full Form In Hindi

RTGS Ka Matlab Kya Hai RTGS Full Form In Banking In Hindi RTGS Ka Full Form In Urdu