Posts

Showing posts from August, 2017

MD Ka Full Form Kya Hai MD Ka Matlab MD Full Form In Hindi

Image
MD Ka Full Name MD Ki Full Form In Hindi Medicine Doctor Full Form In Urdu MD Ka Matlab Kya Hai MD ka full form Doctor of Medicine hai. Ye aik academic degree award hai jo medical profession mein diya jata hai. Doctor of Medicine ko MD kehte hain kyon ki ye Latin word " Medicine Doctor " se liya gaya hai jiska matlab hai medicine ka teacher. Jo countries United States of America ke tration ko follow karti hain jab medical school sey koi student graduate hota hai to usay aik bar MD offer kiya jata hai. Medical profession mein ye first degree hai jo log U.S tradition ko follow karte hain. Dusri taraf aisi countries jo UK tradition ko follow karti hain wo student k MBBS Degree complete karne ke baad MD offer karte hain isliye jo log UK tradition ko follow karte hain unke liye ye postgraduate degree hai. MD ka full form Managing Director bhi hota hai. Managing director kisi bhi organization, company aur corporate division mein highest rank par hot...

RTGS Ka Matlab Kya Hai RTGS Full Form In Banking In Hindi RTGS Ka Full Form In Urdu

Image
RTGS Ka Full Name RTGS Meaning In Urdu Real Time Gross Settlement Information System In Hindi/Urdu RTGS ki full form Real Time Gross Settlement hai. RTGS aik system hai jo individuals aur companies ko kisi country mein 2 banks ke darmiyan funds transfer karne ki sahulat deta hai. Ye settle funds individually order ki bunyad par hote hain. Aur ye aam taur par ziyada amounts ke liye aur high-value transfers ke liye istemal hota hai. Real Time ka matlab hai jab instructions milti hain to unko usi waqt process kiya jata hai instructions ko excute karne ke liye aur transactions karne ke liye intezaar nahin karna parta. Gross Settlement Full Form Gross Settlement ka matlab hai funds ki instructions ki bunyad par individual settlement yahan transactions ko dusri instructions ke sath nahi rakha jata hai aur usi waqt settle kar diya jata hai jab insturctions receive hoti hain. Funds hasil karne wala bank aam taur par settlement ko mutaliqa bank mein 30 mein settlement ka...

B.Com Full Form In Commerce Courses B.Com Meaning In Urdu B.Com Full Form In Hindi

Image
B.Com Ka Full Form In Hindi B.Com Ki Full Form Hindi Me Bachelor of Commerce Degree Course Details BBA Degree Course Details In Urdu/Hindi B.Com ki full form Bachelor of Commerce hai. B.Com aik aisi degree hai jo Commerce aur Business mein Universities ki janib sey di jati hai. B.Com kay courses part time aur full time bhi ho sakte hain. B.Com degree course ki duration 3 sey 4 saal tak hoti hai. Study program skills management sey related offer ke liye design kiye jate hain. Jo log Science ya phir Arts subjects mein interested nahi hote Commerce aise logon ke liye preferred subject hota hai. Bohat saray disciplines hain jin mein degree kay course mein students ko mukhtalif areas mein training di jati hai. Major subjects ke sath Accounting, Economics, Statistics, Business Management, Banking, Information Systems, Marketing, Human Resources aur Finance jesy subjects bhi parhaye jate hain. Course study kay doran B.Com ke students live-projects bhi lete hain ye pro...

ICSE Kya Hai ICSE Board Ki Full Form ICSE Ka Full Form In Hindi

Image
ICSE Board Kya Hai ICSE School Full Name ICSE Full Form In Hindi Indian Certificate of Secondary Education BBA Full Form In Hindi ICSE ki full form Indian Certificate of Secondary Education hai. India mein ICSE examination SSLC/10th class kay students ka liya jata hai. Ye exam CISCE ki taraf sey liya jata hai jo Indian School Certificate Examinations ki council hai. CISCE aik NGO hai jo English medium mein New Education Policy 1986 ke mutabiq examinations leti hai. Indian Certificate of Secondary Education Mein Konse Subjects Offer Kiye Jate Hain? ICSE mein offer kiye jane waly subjects ko 3 groups mein divide kiya jata hai. 1st group mein compulsory subjects hote hain jesy English, Civics, History, Geography, Indian Language. 2nd group mein 2 subjects hote hain jo students select karte hain jesy Science, Mathematics, Computer Science, Technical drawing, social studies, etc. Group 3 mein koi bhi subject hota hai jesy Economics Applications, Computer Applica...

PAN Card Kya Hota Hai PAN Card Full Form In Hindi PAN Card Ki Jankari Hindi Me

Image
PAN Card Ki Full Form PAN Card Ka Matlab Kya Hai PAN Card Information In Urdu/Hindi PAN Card Details Pan Card Meaning In Urdu PAN Card ki full form Permanent Account Number hai. PAN aik 10 digit code hai jo India ke har citizen yani har shehri ke liye generate kiya jata hai. PAN Card Indians ki identity karne ke liye ahem hai khaas taur par un logon ke liye jo Income Tax pay karte hain. PAN aik khaas code hota hai jis mein 10 character identifier hota hai jo alphanumeric code hota hai yani is code mein ABC aur 123 bhi shamil hoti hai. Ye code un idaron ko issue kiya jata hai jo Income Tax Act 1961 mein aate hain. India ka Income Tax Department Central Board of Direct Taxes ke under PAN card issue karta hai. PAN card identification karne ke liye ek eham proof hai. PAN card foregin nationals ko bhi issue kiya jata hai jaise kay Investors lekin ye issuance visa regulations ke liye hoti hai isliye aisy logon ke liye ye Indian citizenship kay proof kay taur par kaam ...

NIT Ki Full Form NIT Ka Matlab NIT Full Form In Hindi National Institute Of Technology

Image
NIT Kya Hota Hai NIT Ka Full Name NITs Information In Urdu/Hindi NIT Full Information NIT ki full form National Institute of Technology hai. NITs ko autonomous group of engineering colleges ki taraf refer kiya jata hai jo India mein engineering ki studies mein high level ki importance rakhti hai. Darasal is group mein jo institutes shamil hain wo public engineering colleges hain jo Parliament ke Act ke zariye national priority rakhti hai. Ye institutes pehle Regional Engineering Colleges ke naam sey jani jati thi jo directly taur par state government ke under aati hain. India ki har aik State mein kam az kam aik NIT zaror hai. India mein NITs graduate degree, master's degree aur Ph.D. students ko mukhtalif kisam ke courses unke JEE (Joint Entrance Examination) rank aur merit ke mutabiq admission dete hain. NITs mein economy ki branches ke mutaliq aik sey ziyada courses karwaye jate hain. Aik student mukhtalif courses mein koi bhi course choose kar sakta hai...

B.Sc. Ki Full Form Kya Hai B.Sc Course Detail In Hindi B.Sc. Ki Jankari Hindi Me B.Sc. Ki Puri Jankari

Image
B.Sc. Course Information In Hindi B.Sc.. Nursing Course Details In Hindi B.Sc Degree Programmes Courses Information B.Sc. Nursing Ki Jankari B.Sc. Meaning In Urdu B.Sc. ki full form Bachelor of Science hai. B.Sc. aik undergraduate degree course hai jo 3 years ka hota hai aur ye accredited college sey hota hai. B.Sc. ke naam sey pata chalta hai kay ye aik science ki degree hai lekin ye degree mukhtalif subject specialization mein bhi award ki jati hai. Jin mein kuch subjects ye hain:- Computer Science, Mathematics, Chemistry, Physics, Zoology, Information Technology, Agriculture, Botany aur Nursing etc. B.Sc. India aur Pakistan mein bohat popular course hai aur colleges mein kafi students ye course karte hain. Koi bhi student jis ne HSC Exam yani 10+2 12th level mein zaroori science subjects yani Physics, Chemistry, Math aur Biology ke sath pass kiya ho wo B.Sc. course ke liye apply kar sakta hai. B.Sc. complete karne ke baad student job ke apply kar sakta ha...

BBA Ki Full Form Kya Hai BBA Ka Pura Naam BBA Me Kya Hota Hai BBA Degree Full Form

Image
BBA Course Ki Jankari BBA Ka Matlab BBA Full Information In Hindi BBA Degree Course Information In Hindi/Urdu BBA Ka Matlab BBA Course Details In Hindi Language BBA ki full form Bachelor of Business Administration hai. BBA Business Administration aur Commerce ki field mein 4 years ki undergraduate degree hai. BBA degree programs mukhtalif management policies mein basic education offer karte hain jesa kay Finance, Accounting, International Business, Marketing, Human Resource Management, Real Estate Management, Computer Information Systems etc. BBA course mein internship ya phir practical training bhi di jati hai jo students ko mukhtalif kisam ki organizations ke sath kaam karne ke liye tayar karti hai. BBA degree program mein enroll hone ke liye student ko kam az kam HSC 12th class ya phir 12th ke equal koi diploma course ki zaroorat hoti hai. BBA complete karne ke baad students MBA (Master of Business Administration) ya phir Business Management mein PG Diploma k...

B.Ed Exam Pattern 2018 How To Prepare For CET Exam 2018 B.Ed Entrance Exam Preparation

Image
B.Ed Exam Pattern How To Prepare For Bed Entrance Exam B.Ed Bachelor of Education Entrance Exam Pattern & Preparation Tips CAT Exam Pattern In Hindi B.Ed Entrance Exam Pattern and Preparation In Hindi CET examination papers ko 3 parts mein divide kiya jata hai pehle part mein general English aur 25 questions shamil hote hain. Second part mein general knowledge aur teaching aptitude jis mein biltarteeb 15 aur 10 questions shamil hote hain. Last part mein student ne diye gaye subjects mein sey kisi aik subject ko choose karna hota hai un subjects mein English, Math, Physics, Biological Science, Zoology, Botany, Chemistry, Geography, Civics, Economics, History, aur Social Studies shamil hai. Last part mein select kiye gaye subject exam ko mutasir nahi karte kyon ki tamam candidates ke liye first aur second part ko attempt karna zarori hota hai. Objective type ke questions paper mein diye jate hain. CET exam ke liye application forms directly office mein ya ...

B.Ed Ka Full Form Kya Hoga B Ed Degree Duration Bed Ki Full Form B.Ed Course Details In Hindi

Image
B.Ed Ki Jankari In Hindi B.Ed Ki Full Form Kya Hai B.Ed Degree Full Form B.Ed Degree Program Course Details B.Pharma Full Form in Hindi Bachelor Of Education Course Duration In India B.Ed ya BEd ka full form Bachelor of Education hai. India mein kafi universities hain jo ye degree aisay logon ko offer kar rahi hain jo teaching mein apna career banana chahte hain. Iss degree program ko B.Ed ya Bachelor of Education kaha jata hai. B.Ed bunyadi taur par aik professional course hai. B.Ed course ki duration 2 saal tak ho sakti hai. Kafi universities ye course distance learning system ke zariye bhi karwa rahi hain. Aisy courses ki duration 2 saal sey le kar 5 saal tak hai. B.Ed degree program ka ye course classroom teaching ki traning dene ke liye design kiya gaya hai. Art Graduate students ko is field mein jo subjects sikhaye jate hain un mein English, Geography aur History waghera shamil hai. Science graduating students jo is degree course ko join karte hain unh...