MD Ka Full Form Kya Hai MD Ka Matlab MD Full Form In Hindi
MD Ka Full Name MD Ki Full Form In Hindi
Medicine Doctor Full Form In Urdu |
MD Ka Matlab Kya Hai
MD ka full form Doctor of Medicine hai. Ye aik academic degree award hai jo medical profession mein diya jata hai. Doctor of Medicine ko MD kehte hain kyon ki ye Latin word " Medicine Doctor " se liya gaya hai jiska matlab hai medicine ka teacher.
Jo countries United States of America ke tration ko follow karti hain jab medical school sey koi student graduate hota hai to usay aik bar MD offer kiya jata hai. Medical profession mein ye first degree hai jo log U.S tradition ko follow karte hain. Dusri taraf aisi countries jo UK tradition ko follow karti hain wo student k MBBS Degree complete karne ke baad MD offer karte hain isliye jo log UK tradition ko follow karte hain unke liye ye postgraduate degree hai.
MD ka full form Managing Director bhi hota hai. Managing director kisi bhi organization, company aur corporate division mein highest rank par hota hai. MD aik term hai jo UK tradition mein follow ki jati hai. U.S tradition mein MD ki bajaye CEO (Chief Executive Officer) ki term use hoti hai.
Jo person MD ki position par hota hai uske liye organization mein day-to-day operations ke liye core responsibilities hoti hai. MD individual business ka head ya phir groups of units ka head bhi ho sakta hai. Aam taur par MD board of directors ko report karta hai aur ye board of directors aur organization ke darmiyan link bhi samjha jata hai. Kya aap jante hain kay aap ki wajah sey kisi ki help ho sakti hai ji haan agar aap ko hamari ye post pasand ayi hai to isay apne friends ke sath share karen apki wajah sey kisi ki help ho sake aur agar aap mujhse koi sawal puchna chahte ya agar aap ko ye jankari achi lagi hai to nechy thanks box par click karen aur ye information apne friends aur family kay sath facebook aur twitter par share karen.
Comments
Post a Comment