ICSE Kya Hai ICSE Board Ki Full Form ICSE Ka Full Form In Hindi

ICSE Board Kya Hai ICSE School Full Name ICSE Full Form In Hindi


Indian Certificate of Secondary Education

ICSE ki full form Indian Certificate of Secondary Education hai. India mein ICSE examination SSLC/10th class kay students ka liya jata hai. Ye exam CISCE ki taraf sey liya jata hai jo Indian School Certificate Examinations ki council hai. CISCE aik NGO hai jo English medium mein New Education Policy 1986 ke mutabiq examinations leti hai.

Indian Certificate of Secondary Education Mein Konse Subjects Offer Kiye Jate Hain?

ICSE mein offer kiye jane waly subjects ko 3 groups mein divide kiya jata hai. 1st group mein compulsory subjects hote hain jesy English, Civics, History, Geography, Indian Language. 2nd group mein 2 subjects hote hain jo students select karte hain jesy Science, Mathematics, Computer Science, Technical drawing, social studies, etc. Group 3 mein koi bhi subject hota hai jesy Economics Applications, Computer Applications, Cookery, Fashion Designing, Physical Education etc.

ICSE Mein Assessment Kesy Ki Jati Hai?


ICSE mein internal assessment hoti hai jo marks ki 20% sey 50% hoti hai aur respective schools ki taraf sey carry ki jati hai. Schools internal assessment ko practicals, assignments aur jo students ne course work carry out kiya hota hai course work uske mutabiq karte hain.

Comments

Popular posts from this blog

CGPA Kya Hota Hai CGPA Full Form in Hindi CGPA Meaning in Urdu

B.Com Full Form In Commerce Courses B.Com Meaning In Urdu B.Com Full Form In Hindi

RTGS Ka Matlab Kya Hai RTGS Full Form In Banking In Hindi RTGS Ka Full Form In Urdu