TVS Ka Full Form Kya Hai TVS Ka Pura Naam TVS Ki Full Form In Hindi

TVS Ka Pura Name TVS Ka Full Name


TVS Full Form in Urdu/Hindi

TVS Company Kaha Ki Hai



TVS ki full form TV Sundaram Iyengar hai ye ek motor company hai. TVS ka pura naam Thirukkurungudi Vengaram Sundaram Iyengar hai. TVS India ki teesri sab sey bari company hai jo two wheelers motorbikes banati hai. TVS puri duniya mein top 10 list mein bhi shamil hai. TVS company ka annual revenue Rs.10 Crore hai yani TVS company ki pure saal ki kamai 10 Crore rupay sey bhi ziyada hai aur ye 2014 se le kar 2015 tak ka figure hai. Is waqt company two-wheelers Apex Series Motorcycles, Phoenix 125 aur Scooty Streak ke ilawa mukhtalif Mopeds manufacture kar rahi hai. TVS company India ki largest aur biggest company hai jo two-wheelers manufacture karti hai. Ye TVS company ka primary hisa hai.
2015 ke mutabiq TVS group ki total worth yani qul maliyat 6 billion dollars hai. TVS group ka business mukhtalif areas mein hai jaise services, investment, textiles, logistics, education, automotive, insurance, aviation, finance aur electronics. TVS company har saal 30 lakh sey zyada vehicles manufacture karti hai. India mein ye sab sey bari exporter company mein shamil hai aur ye apni products 60 nations sey ziyada countries mein export karti hai.
TVS company sab sey bari company hai iske customers 3 crore sey bhi ziyada hain. TVS company ka head office Chennai mein hai. TVS ke 4 plants hain jo two-wheelers banate hain aur 1 plant three-wheelers vehicles banata hai. TVS company ki kamai 2015 mein 1 billion dollars sey bhi zyada thi. TVS ki operating income aur profit 2015 mein 60 million dollars aur 49 million dollars tha. TVS company ke total assets 70 million dollars sey bhi zyada hain.

History of TVS


TV Sundaram ne TVS company ki bunyad rakhi thi. 1911 mein usne Madurai mein 1st bus service introduce karwai thi aur company ko start kiya tha jiska naam TV Sundaram and Sons Ltd hai. Ye company transportation ke business mein masroof thi aur iske pass bohat sari buses aur trucks thy. Phir company ne 1955 mein mazeed taraqi ki jab iske beton ne tires aur two wheelers, insurance aur finance mein investment ki is waqt 90 sey zyada companies TVS group ke under chal rahi hai.
1962 mein TV Sundaram and Sons Ltd ne Sundaram Clayton Clayton Holdings ke sath bunyad rakhi. Ye company compressors, exhausts, brakes, aur dusre mukhtalif parts ki manufacturing ke liye responsible thi. Aik factory jo house mein 1978 ko establish ki gayi jo mopeds banati thi is plant ne India mein pehli bar two-seater moped introduce karwaye isay TVS 50 kaha jata hai. TVS aur Suzuki jo ke Japan ki automobile company hai inke darmiyan 1982 mein joint venture tashkeel diya gaya 1984 mein is company ne commercially motorcycles banana shuru kar diye. Kya aap jante hain kay aap ki wajah sey kisi ki help ho sakti hai ji haan agar aap ko hamari ye post pasand ayi hai to isay apne friends ke sath share karen apki wajah sey kisi ki help ho sake aur agar aap mujhse koi sawal puchna chahte ya agar aap ko ye jankari achi lagi hai to nechy thanks box par click karen aur ye information apne friends aur family kay sath facebook aur twitter par share karen.

Comments

Popular posts from this blog

CGPA Kya Hota Hai CGPA Full Form in Hindi CGPA Meaning in Urdu

B.Com Full Form In Commerce Courses B.Com Meaning In Urdu B.Com Full Form In Hindi

RTGS Ka Matlab Kya Hai RTGS Full Form In Banking In Hindi RTGS Ka Full Form In Urdu