OK Ki Full Form Kya Hai OK Ka Full Form Kya Hai OK Full Form In Hindi

OK Ka Matlab Kya Hai OK Ka Matalab Hindi Mein


OK Full Form In Hindi/Urdu
OK Meaning In Urdu


OK ka full form "All Right ya phir Correct aur ya phir Agreed hai yani kisi baat ke jawab mein sab theek hai, drust aur mutafiq hona ye sab okay word ke he matlab hain. 1838 mein Boston ke log mukhtalif short term expressions jaise GT-Gone to Texas, SP-small potatoes aur NG-no go waghera istemal karte thy jin mein sey aik expression OW shamil hai jo kay Oll Wright tha jo bad mein OK ban gaya iske baad OK word ki history mein kaha jata hai kay OK "Orl Korrect" ko represent karta hai jo "all correct" ki misspelling hai jo 1830 mein ki gayi thi.
OK ko adjective ke taur par kisi baat ke qaboliyat ya kisi baat ke ilm ko tasleem karne ke baad bola jane wala word hai. OK kisi baat par ittefaq karne ko express karne ke liye bola jata hai. OK ka word acceptance ke ilawa average aur mediocrity ko express karne ke liye bhi istemal hota hai kyun ki aksar hum daily life mein is tarah ke jumle bolte hain kay wo item OK hai, tumhara mobile bas OK hai ya meri English language skill bas OK hai etc.
Kya aap jante hain kay aap ki wajah sey kisi ki help ho sakti hai ji haan agar aap ko hamari ye post pasand ayi hai to isay apne friends ke sath share karen apki wajah sey kisi ki help ho sake aur agar aap mujhse koi sawal puchna chahte ya agar aap ko ye jankari achi lagi hai to nechy thanks box par click karen aur ye information apne friends aur family kay sath facebook aur twitter par share karen.

Comments

Popular posts from this blog

B.Com Full Form In Commerce Courses B.Com Meaning In Urdu B.Com Full Form In Hindi

CGPA Kya Hota Hai CGPA Full Form in Hindi CGPA Meaning in Urdu

NOC Kya Hota Hai NOC Ki Full Form Kya Hai NOC Ki Jankari NOC Full Form In Hindi