BCCI Full Form In Cricket BCCI Full Form In Hindi BCCI Ka Full Form In Hindi

BCCI Ka Pura Naam BCCI Ka President Kon Hai





Board of Control for Cricket In India

BCCI Ka Chairman Kaun Hai


BCCI ki full form Board of Control for Cricket in India hai. BCCI cricket game ko national level par govern karta hai. BCCI ka president is waqt Vinod Roy hai. BCCI 1982 mein aik choti society ke taur par establish hua tha aur ab ye aik ye ek well-established board jo India mein Cricket ko support aur promote karta hai. BCCI domestic level par mukhtalif cup organize karta hai jaise Corporate Trophy, Irani Cup, Ranji Trophy, Syed Mushtaq Ali Trophy, NKP Salve Challenger Trophy, Indian Premier League, Deodhar Trophy etc.
BCCI haqeeqat mein puri dunya ka sab sey ameer cricket board hai aur India mein richest sporting body hai. BCCI ka constitution hai jo annual meetings par mukhtalif posts ke liye annual elections karwata hai. BCCI mukhtalif zimedariyan sambhalta hai jesy Cricket ko national level par control karna domestic level par international level par mukhtalif matches organize karna aur representatives ka control sambhalna etc.
Cricket khelon ki duniya mein bohat importance rakhti hai. Cricket England, South Africa, Australia aur Indian Subcontinent mein bohat shauq sey dekhi jati hai. BCCI India mein Cricket ki governance ke liye important body hai ye aik national governing body hai. BCCI board officially December 1928 mein aik society ke taur par register hua tha ye Tamil Nadu Societies Registration Act ke under register hua tha. BCCI body mukhtalif state level cricket associations ko ikatha karti hai jo body mein apne representative ko chose karte hain.
Ye representatives BBCI mein officials ban jate hain. BCCI ka headquarter Mumbai city Maharashtra state mein hai. BCCI international governing body of cricket yani International Cricket Council (ICC) ke sath affiliated hai. Kya aap jante hain kay aap ki wajah sey kisi ki help ho sakti hai ji haan agar aap ko hamari ye post pasand ayi hai to isay apne friends ke sath share karen apki wajah sey kisi ki help ho sake aur agar aap mujhse koi sawal puchna chahte ya agar aap ko ye jankari achi lagi hai to nechy thanks box par click karen aur ye information apne friends aur family kay sath facebook aur twitter par share karen.

Comments

Popular posts from this blog

CGPA Kya Hota Hai CGPA Full Form in Hindi CGPA Meaning in Urdu

B.Com Full Form In Commerce Courses B.Com Meaning In Urdu B.Com Full Form In Hindi

RTGS Ka Matlab Kya Hai RTGS Full Form In Banking In Hindi RTGS Ka Full Form In Urdu