HDFC Bank Ki Jankari HDFC Ka Pura Naam HDFC Ka Full Name HDFC Full Form In Hindi

HDFC Bank Ki Sthapna Kab Hui HDFC Ka Full Name


HDFC Bank Information In Urdu/Hindi
HDFC Bank History & Details

HDFC ki full form Housing Development Finance Corporation hai. HDFC bank August 1994 ko HDFC Bank Limited ke naam sey start kiya gaya aur iska registered office Mumbai India mein hai. HDFC bank ne commercial operations January 1995 mein kiye gaye they. Housing Development Finance Corporation (HDFC) pehla bank jise Reserve Bank of India (RBI) ki janib sey "in principle" private sector mein bank set up karne ka ka approval mila tha.
HDFC bank ka headquarter Mumbai, India mein hai. HDFC bank ki India mein 1416 branches hain. Tamam branches online real-time basis sey linked hain. 500 sey zyada locations mein customers ko telephone banking sey bhi serve kiya jata hai. HDFC ki India ki cities mein networked ATMS ki 3382 sey bhi zyada hain. HDFC ne retail mortgage loans sey different market sectors mein expertise develop ki hain aur iski large corporate client base hai jo housing se related credit facilities provide karti hai.
Financial markets mein experience, strong market reputation, large shareholder base aur unique consumer franchise ki wajah sey HDFC Indian environment mein banks ko promote kiya. HDFC bank ke shares Bombay Stock Exchange Limited aur The National Exchange of India mein listed hote hain. Bank's American Depository Shares (ADS) New York Stock Exchange (NYSE) HDB ke sath listed hote hain aur Bank's Global Depository Receipts (GDRs) Luxembourg Stock Exchange mein listed hote hain. Kya aap jante hain kay aap ki wajah sey kisi ki help ho sakti hai ji haan agar aap ko hamari ye post pasand ayi hai to isay apne friends ke sath share karen apki wajah sey kisi ki help ho sake aur agar aap mujhse koi sawal puchna chahte ya agar aap ko ye jankari achi lagi hai to nechy thanks box par click karen aur ye information apne friends aur family kay sath facebook aur twitter par share karen.

Comments

Popular posts from this blog

CGPA Kya Hota Hai CGPA Full Form in Hindi CGPA Meaning in Urdu

B.Com Full Form In Commerce Courses B.Com Meaning In Urdu B.Com Full Form In Hindi

RTGS Ka Matlab Kya Hai RTGS Full Form In Banking In Hindi RTGS Ka Full Form In Urdu