RIP Kya Hota Hai RIP Ka Matlab Kya Hota Hai RIP Full Form And Meaning In Hindi
RIP Full Form Name RIP Ka Full Form In Hindi
Rest In Peace RIP Full Form In Urdu |
RIP Full Form For Death In Hindi
Christians ke qabristan mein lagi hui qabar ke upar lagi hui takhti par RIP likha hota hai ye practice puranay Christians ke daur sey chali aa rahi hai. Pehle waqton mein phrase ko dormit in pace jisko baad mein translate kiya gaya " he sleeps in peace " ye phrase Christians kay qabristan mein dekha ja sakta hai jo kay 8th century sey shuru hua tha.
RIP phrase religious taluq rakhta hai aur ye Christians ke mutabiq jiska matlab hai maqsad sakoon ke sath khatam ho gaya aur iski zindagi ke baad Christ ke sath united ho gaya jo kay Islam ke mutabiq Shirk hai aur ek Musalman ko kisi ki maut par ye alfaz bilkul bhi nahi kehne chahiye kyon ki Islam mein agar hum kisi ki maut ki khabar sunte hain to uske liye humein jo alfaz bolne ka hukam hai wo ye hain :- " inna lillahi wa inna ilayhi raji'un " jiska matlab hai " Hum Yaqeenan ALLAH Taala kay he hain aur hum Yaqeenan usi ki taraf laut kar jane walay hain ".
Bohat saray Christians apne qabristanon mein qabron par RIP ka lafaz likhte hain. Duniya mein RIP phrase se milte julte bohat saray phrases hain. For example Germans prefer " Ruhe in Frieden" Africans use phrase "Rus in vrede" French use phrase "Repose en paix" etc. RIP word social media platforms jaise facebook, twitter, google plus etc. par bhi use hota hai. Kya aap jante hain kay aap ki wajah sey kisi ki help ho sakti hai ji haan agar aap ko hamari ye post pasand ayi hai to isay apne friends ke sath share karen apki wajah sey kisi ki help ho sake aur agar aap mujhse koi sawal puchna chahte ya agar aap ko ye jankari achi lagi hai to nechy thanks box par click karen aur ye information apne friends aur family kay sath facebook aur twitter par share karen.
I don't think. K RIP likhna galat hai kyun k Christian k lehaaz se ye galat hai jab k hum to ye he soch k likhte hain k wo sukun see is dunya se chale Gaye because we are Muslims
ReplyDelete