LED Ka Full Form Hindi Me LED Ka Pura Naam LED Full Form In Hindi

LED Ka Matlab Kya Hai LED Ka Full Form Kya Hoga

LED Technology LED Full Form In Urdu/Hindi

LED Ki Jankari




LED ki full form Light Emitting Diode hai. LED aik semiconductor device hai jo electric current ki madad sey light deti hai. LED 1962 mein wajood mein ayi jab ye indicators ke taur par istemal hoti thi. Aaj ke daur mein LED technology apne fawaid aur energy efficiency ki wajah sey bohat zyada istemal ho rahi hai aur har kisam ki lightning mein bhi istemal ho rahi hai. Shuru mein LEDs sirf military, aerospace aur commercial industries ke liye istemal hoti thi.LEDs mein mukhtalif kisam ki range of voltage options available hai jaise ke low heat output, prolonged lifespan, reduced light pollution, less maintenance, reduced energy bills, adjustable dim/dip control, shock resistance etc.
Light aik natural element hai jo hamain dekhne mein asani paida karta hai. Humari life mein light bohat importance rakhti hai isliye is technology mein light ki development mein bohat interest liya gaya hai. Light sources ki 2 types hain Natural Sources aur Artificial Sources in dono ki example dena bohat asan hai kyon ki hum log ye elementary school mein bhi parh chuke hain.
Sun yani suraj start yani sitaray moon yani chaand ye sab natural source of light hain yani ye qudrat ne hume ata kiye hain jab kay lamps, candles, incandescent bulbs, tubelights etc. ye sab artificial sources of light hain. Light ki field mein bohat sari scientific studies aur research ki gayi aur is mein bohat development bhi hui hai kyun ki ab technology bohat advance hai ilisye integrated technologies ki importance zyada hai. Incandescent artificial sources ki aik purani kisam hai jo pichle 10 saalon mein istemal hui jaise Incandescent Bulbs jo bohat zyada energy consume karte thy lekin ab inki jagah energy savers aur LED's lights ne li hai kyon ki LED's aur Energy savers bohat kam electricity consume karte hain.

LED Lifetime


LED's ki quality ye hai ke inka lifetime behtar hota hai jitni dair tak koi technology ya device baqi rehti hai usay utna he acha samjha jata hai. Kisi bhi device ka lifetime uske andar istemal hone walay circuits aur bahir ke factorts par depend karta hai jis sey pata chalta hai kay ye device kitni dair tak istemal ho sakti hai. LEDs temperatures par depend karti hai jo iski performance ka andaza lagati hai. LEDs ke liye behtar temperature 25 degree Celsius ya 77 degrees Fahrenheit ke darmiyan hai. Kya aap jante hain kay aap ki wajah sey kisi ki help ho sakti hai ji haan agar aap ko hamari ye post pasand ayi hai to isay apne friends ke sath share karen apki wajah sey kisi ki help ho sake aur agar aap mujhse koi sawal puchna chahte ya agar aap ko ye jankari achi lagi hai to nechy thanks box par click karen aur ye information apne friends aur family kay sath facebook aur twitter par share karen.

Comments

Popular posts from this blog

B.Com Full Form In Commerce Courses B.Com Meaning In Urdu B.Com Full Form In Hindi

CGPA Kya Hota Hai CGPA Full Form in Hindi CGPA Meaning in Urdu

NOC Kya Hota Hai NOC Ki Full Form Kya Hai NOC Ki Jankari NOC Full Form In Hindi