ATM Full Form In Hindi ATM Ka Matlab Kya Hai Full Form Of ATM In Hindi

What Is The Full Form Of ATM In Hindi ATM Ka Full Form Hindi Me


ATM Full Form In Hindi ATM Full Information

ATM Card Information In Urdu ATM Meaning In Urdu




ATM ki full form Automated Teller Machine hai. ATM ek computerized machine hai jo local banks ki janib sey kisi gaon ya city mein isliye lagai jati hai kay log apne accounts sey cash nikalwa sake ya phir koi utility bill jama karwa sake. ATM ki aur bhi terms hain jaise ABM (Automated Banking Machine) Cash Machine aur Cash Line waghera. ATM Machine ko istemal karne kay liye ek plastic card ki zaroorat hoti hai jo Credit Card bhi ho sakta hai aur Debit Card bhi ho sakta hai aaj kal kuch banks Internet Card aur Prepaid Card bhi bana kar dety hain in sab cards ki mukhtalif sahuliyat hain.



ATM Machine mein use hone walay cards par magnetic strip lagi hoti hai aur card ki back side par CVV (Card Verification Value) type hoti hai aur har customer ko card ka alag number alot kiya jata hai. ATM Machine in cheezon ki wajah sey customer ko pehchan leti hai aur ATM mein kamyabi kay sath transaction karny kay liye aap ko PIN (Personal Identification Number) ki bhi zarorat hoti hai jo mostly 4 numbers ka hota hai ye Bank par depend karta hai kyun ki har bank ki apni policy hoti hai. ATM Machine kay pad kay zariye PIN enter karne kay baad aap ATM sey cash nikalwa sakte hain aur Electricity ya Gas ya phir Mobile Bill bhi pay kar sakte hain.

Comments

Popular posts from this blog

CGPA Kya Hota Hai CGPA Full Form in Hindi CGPA Meaning in Urdu

B.Com Full Form In Commerce Courses B.Com Meaning In Urdu B.Com Full Form In Hindi

RTGS Ka Matlab Kya Hai RTGS Full Form In Banking In Hindi RTGS Ka Full Form In Urdu