NIFTY Kya Hai NIFTY Ka Full Form In Hindi NIFTY Full Form And Meaning

Nifty Ka Matlab Nifty Full Form In Hindi


NIFTY Full Form In Hindi/Urdu

NIFTY Ki Full Form In Urdu


NIFTY ki full form National Stock Exchange Fifty hai. Nity India ka major stock index hai jo National Stock Exchange ne introduce karwaya hai. NIFTY term words "National" and "Fifty" ke jor se bani hai jiska matlab hai is mein 50 active companies ke stocks shamil hain. Sada aur saaf lafzon mein Nifty ya phir Nifty 50 NSE ka benchmark stock index hai ya National Stock Exchange hai. Ye NSE par listed 50 companies ki average hai.
Nifty ke future contracts India mein sab sey ziyada trade hote hain ye Sensex futures ko bhi overtake karte hai. Is waqt ye 6000 ke qareeb ho chuke hain aur 2012 ke mutabiq is mein India ki 50 best companies shamil hain. Iski weighted average 50 stocks 24 sectors hai. National Stock Exchange (NSE) stock exchange market mein NIFTY 50 hai. Ye index khaas taur par Indian equity market ke liye banaya gaya hai. India Index Services and Products (IISL) body hai jo index aur subsidiary jise NSE Strategic Investment Corporation Limited own karti hai. Ye body equity ki branding ke licensing aur marketing agreement 2013 tak Standard & Poor's ke sath tha.
Ye index Indian economy mein 22 sectors ko cover karta hai. Ye investment managers ke liye provision banata hai takay stock exchange market mein greater exposure ho. Index mukhtalif weightage mukhtalif sectors ko deta hai misaal k taur par ye 0.73 percent weightage industrial manufacturing sectors ko deta hai 29.70 percent weightage financial services sectors ko deta hai aur zero weightage agriculture aur associated sectors ko deta hai. Nifty 50 asal taur par market capitalization method ki tashkhees karta hai lekin 26 June 2009 free float methodology sey switch hai. Kya aap jante hain kay aap ki wajah sey kisi ki help ho sakti hai ji haan agar aap ko hamari ye post pasand ayi hai to isay apne friends ke sath share karen apki wajah sey kisi ki help ho sake aur agar aap mujhse koi sawal puchna chahte ya agar aap ko ye jankari achi lagi hai to nechy thanks box par click karen aur ye information apne friends aur family kay sath facebook aur twitter par share karen

Comments

Popular posts from this blog

B.Com Full Form In Commerce Courses B.Com Meaning In Urdu B.Com Full Form In Hindi

NOC Kya Hota Hai NOC Ki Full Form Kya Hai NOC Ki Jankari NOC Full Form In Hindi

CGPA Kya Hota Hai CGPA Full Form in Hindi CGPA Meaning in Urdu