Posts

Showing posts from February, 2017

LTE Ki Full Form 4G LTE Full Form In Hindi

Image
LTE Ka Full Form Kya Hai LTE Ka Matlab LTE Full Form In Hindi 4G LTE Meaning In Urdu SIM Full Form What is LTE In Telecom LTE ki full form Long Term Evolution hai. LTE aik 4G Wireless communication standard hai jo kay 3rd Generation Partnership Project (3GPP) ki taraf sey banaya gaya hai. LTE ko design karne ka asal maqsad mobiles, smartphones, tablets, notebooks, netbooks, aur wireless hotspot ko 3G ki speed se 10x yani 10 guna ziyada internet speed provide karna hai. 4G technologies ko IP-based voice, data aur multimedia streaming services jo kay minimum 100/Mbit per second se le kar 1/Gbit per second ki fast speed dene ke liye banaya gaya hai. 4G LTE technology 4G standards Ultra Mobile Broadband (UMB) aur WiMax (IEEE 802.16) sey muqabla kar rahi hai. Mobile phones new android smartphones mein bhi 4G LTE shamil kiya ja raha hai 4G LTE internet services Asia mein bhi aam ho rahi hain India ke baad Pakistan mein bhi 4G LTE launch kar diya gaya...

OTG Ki Full Form OTG Full Form In Hindi What Is The Full Form Of OTG Cable

Image
OTG Ka Full Form OTG Ka Matlab OTG Full Form In Mobile WhatsApp Full Form USB OTG Cable Means in Hindi/Urdu USB-On-The-Go Mobile Function OTG ki full form USB-On-The Go hai ye USB specification hai jiski madad sey USB Devices ko apas mein connect kiya ja sakta hai. USB OTG ka main function ye hai kay ye baghair kisi Computer ke sath connect karne kay mobile kay sath kaam kar sakti hai. USB OTG ek function hai ye koi device nahi hoti jis mobile mein OTG function hoga uskay sath aap apni USB Flash drive ya koi bhi USB Media mobile par directly play kar sakte hain.

What Is IBPS Exam Means IBPS Full Form In Hindi

Image
IBPS Kya Hota Hai IBPS Full Form In Hindi IBPS Course Information IBPS Full Detail In Hindi NEFT Full Form In Hindi Full Form Of IBPS In Banking Sector IBPS ki full form Institue of Banking Personnel Selection hai. IBPS bunyadi taur par India ki aik khud mukhtar institute hai. IBPS India mein 1975 mein shuru hui thi us waqt iska naam Personnel Selection Services tha aur iski abbreviation PSS thi. 1984 mein is institue ko Reserve Bank of India (RBI) aur Public Sector Banks (PSB) ki support sey independent entity bana diya gaya. Institue ka asal maqsad Human Resources (HR) mein development karna aur personnel assessment ke zariye help karna hai 2011 mein IBPS ne aik official announcement ki jis mein kaha gaya kay Indian banks mein clerks aur officers ki recruitment ke liye Common Written Examination (CWE) hoga. Ab jo bhi candidate rural banks (RRBs) ya phir public sectors bank mein naukri hasil karna chahta hai usay CWE examination dena zaroori hai. C...

What Is The Full Form Of SIM Which Is Used In Mobile Phone SIM Card Full Form In Hindi

Image
SIM Full Form SIM Ka Pura Naam Kya Hai Sim Full Form Meaning  SIM Full Form In Hindi DVD Full Form What Is The Full Abbreviation Of SIM SIM ki full form Subscriber Identity Module hai. Ye ek smart card hota hai jo cellphone mein dala jata hai. SIM ke andar ek khas number hota hai jo owner ko diya jata hai aur SIM mein Data bhi store hota hai jaise Phone Contacts Numbers aur Messages aur jab aap ye SIM mobile mein sey nikal dete hain to koi bhi shakhs aap ky contacts aur messages nahi dekh sakta agar aap ne mobile phone mein numbers aur messages save kiye hue hain to wo SIM ke baghair bhi show ho sakte hain aur kisi dusri SIM ko daal kar bhi dekhy ja sakte hain. Lekin koi bhi apka number use nahi kar sakta kyu ki wo SIM Card sirf aap kay pass hota hai. CDMA ya Code Division Multiple Access phones mein SIM use nahi hoti SIM ka use sirf GSM Mobile phones mein hota hai. SIM Card mein aik choti si chip lagi hoti hai. SIM ka eham function ye hota hai ...

IES Kya Hai What Is The Full Form Of IES Exam IES Full Form In Hindi

Image
IES Ka Full Form IES Meaning In Hindi IES Full Form In Hindi ECE Full Form Indian Engineering Services In Hindi IES ki full form Indian Engineering Services hai. Ye ek panel hai jis mein kaabil aur laik enginners ko Indian Government exams aur interviews kay zariye IES (Indian Engineering Services) kay liye select kart hai. Ye panel Goverment kay advisor kay taur par aur proper planning ke liye bhi kaam karta hai isky ilawa public sector, utilities, facilities, Roads, Bridges, Railways, Government Factories, Electricity, Water, Communication, Radio aur defence jo bhi property goverment kay under aati hai uski dekhbhal kay liye responsible hota hai. India ki government ne IES mein engineers ko bharti karny kay liye bohat sakht policy rakhi hai jis mein exams aur interviews liye jate hai jin mein industry ke experts shamil hote hain. IES Paper Details IES Information In Hindi IES ke liye basic education 4 year ki engineering ki degree req...

NEFT Ki Jankari NEFT Full Form Meaning In Hindi

Image
NEFT Ki Full Form NEFT Full Form In Hindi NEFT Full Form Meaning In Hindi LOL Full Form National Electronic Fund Transfer Meaning In Hindi NEFT ki full form National Electronic Funds Transfer hai. NEFT aik national payment system hai jo kay individuals aur companies ko aik bank sey dusry bank mein funds transfer karne ki facility deta hai. Simple words mein NEFT Funds transfer karne ka aik electronic system hai jo kay 2 banks kay darmiyan hota hai. Koi bhi shakhs internet banking account kay zariye dusry account mein NEFT istemal karte hue asani key sath transfer kar sakta hai. Wo Customers jo Funds transfer karne kay liye NEFT istemal karna chahte hain unhen kuch information bhi darkar hoti hai jis mein Account Holder Ka Name, Account Holder ka account number, Jahan paise bhejne hain us fard kay bank ka IFSC (Indian Financial System Code) bhi chahiye hota hai.

PRT Full Form In Teaching PRT Ki Full Form PRT Full Form In Hindi

Image
What Is The Full Form Of PRT PRT Ka Full Form PRT Teacher Full Form in Hindi NEFT Full Form Primary Teacher Salary PRT ki full form Primary Teacher hoti hai. PRT unhen kaha jo primary level kay students ko teach karte hain. Primary teachers bachon ki taleem kay liye responsible hote hain. Primary teachers ki importance bohat zyada hoti hai kyun ki ye wo log hote hain jo chote bachon kay healthy future kay liye responsible hote hain jahan sey bache ki base banti hai. PRTs ko TET (Teachers Eligibility Test) kay zariye appoint kiya jata hai aur inka interview bhi liya jata hai jo kay annually state authorities ki janib sey liya jata hai. PRT banne ke liye Higher Secondary level mein minimum 50% marks hona zarori hai aur isky sath 50% marks Diploma ya phir Bachelor of Degree in Elementary Education mein hona bhi compulsory hai. PRT Teachers ka salary structure har state mein taqreeban same hoti hai. Primary Teachers humari zindagi ka bohat eham...

PDF Ka Full Form Kya Hai PDF Full Form Meaning In Hindi

Image
PDF Ka Pura Naam PDF Ki Full Form PDF Ka Matlab PDF Full Form In Computer In Hindi Computer Full Form PDF Meaning In Urdu PDF ki full form Portable Document Format hai PDF aik aisa document format hota hai jo jise kisi specific operating system, hardware ya software ki zarorat nahi hoti. PDF document especially Computer par mukhtalif kisam kay softwares mein asani sey open ho jata hai lekin ab jab sey Smartphones market mein aaye hain ab har portable device mein PDF Document ko asani sey khola aur dekha ja sakta hai. PDF document ki ye khasosiyat hoti hai kay ye har text format, graphics, fonts aur sab cheozo ko save kar leta hai aur bohat kam MB's ki file banata hai. PDF ek system hai jisy Camelot kehte hai jo PDF mein banaya jata hai. Ye dunya rehny kay liye bohat asaan hoti ja rahi hai jo technology ki wajah sey asan hota ja raha hai. Dunya ab digital ho chuki hai aur iss digitalization mein bohat sey kaam aisy hai jo gadgets aur int...

CBI Full Form And Meaning CBI Jankari CBI Ki Full Form In Hindi

Image
What Is The Full Form Of CBI CBI Police Full Form In India In Hindi IES Full Form Full Form Of CBI In India CBI ki full form Central Bureau of Investigation hai CBI India ki premier investigative agency hai jo kay ek high class ki organization hai jiska kaam police kay system aur nation ki economy ki zimedari hoti hai. Ye organization Indian government kay andar kaam karti hai. CBI Agency criminals ki chaan been karny aur criminials ki investigation kay liye kaam karti hai aur isay India ki interpol samjha jata hai. CBI 1941 mein Special Police Establishment kay sey banai gai thi aur ye us waqt sirf ek ilaqay ki security kay liye responsible hoti thi. 1963 mein iska naam Central Bureau of Investigative rakh diya gaya jiska motto "Industry, Impartiality, Integrity rakha gaya. CBI ka headquarter India ki capital city New Delhi mein hai lekin iskay dusry offices bhi India ki main cities...

Ph.D Ke Liye Kya Kare Ph.D Ki Jankari Ph.D Full Form Meaning In Hindi

Image
What Is PhD Degree In Hindi PhD Ka Full Form In Hindi Ph.D Course Details In Hindi PhD Course Information In Urdu LLB Kya Hota Hai LLB Degree Details PhD Ka Matlab PhD Ki Full Form Kya Hai PhD Course Details In India PhD ki full form Doctor of Philosophy aur Latin Language mein Doctor Philosophiae hai. Ye ek bohat bari degree hoti hai jo zyada tar country's mein universities candidates ko award karti hain. PhD ki different forms mein bhi likha jata hai jaise Ph.D D.Phil ya PhD aur DPhil ye country par depend karta hai kay wo konsi form use karti hai. Ek shakhs jo PhD ki degree rakhta hai wo Academic title mein "Doctor" mana jata hai aur agar wo larki hai ya larka aisa shakhs apne naam kay pehle "Dr." ka word istemal kar sakta hai. PhD Kay Liye Kya Kare? PhD mein admission leny kay liye student ko bachelor degree aur masters ki degree complete karna zarori hai. PhD course mein admission lene kay liye aap ko 55% ya phir 60% perce...