LTE Ki Full Form 4G LTE Full Form In Hindi
LTE Ka Full Form Kya Hai LTE Ka Matlab
What is LTE In Telecom
LTE ki full form Long Term Evolution hai. LTE aik 4G Wireless communication standard hai jo kay 3rd Generation Partnership Project (3GPP) ki taraf sey banaya gaya hai. LTE ko design karne ka asal maqsad mobiles, smartphones, tablets, notebooks, netbooks, aur wireless hotspot ko 3G ki speed se 10x yani 10 guna ziyada internet speed provide karna hai.
4G technologies ko IP-based voice, data aur multimedia streaming services jo kay minimum 100/Mbit per second se le kar 1/Gbit per second ki fast speed dene ke liye banaya gaya hai.
4G LTE technology 4G standards Ultra Mobile Broadband (UMB) aur WiMax (IEEE 802.16) sey muqabla kar rahi hai. Mobile phones new android smartphones mein bhi 4G LTE shamil kiya ja raha hai 4G LTE internet services Asia mein bhi aam ho rahi hain India ke baad Pakistan mein bhi 4G LTE launch kar diya gaya hai.
Comments
Post a Comment