PDF Ka Full Form Kya Hai PDF Full Form Meaning In Hindi
PDF Ka Pura Naam PDF Ki Full Form PDF Ka Matlab
PDF Full Form In Computer In Hindi |
PDF Meaning In Urdu
PDF ki full form Portable Document Format hai PDF aik aisa document format hota hai jo jise kisi specific operating system, hardware ya software ki zarorat nahi hoti. PDF document especially Computer par mukhtalif kisam kay softwares mein asani sey open ho jata hai lekin ab jab sey Smartphones market mein aaye hain ab har portable device mein PDF Document ko asani sey khola aur dekha ja sakta hai. PDF document ki ye khasosiyat hoti hai kay ye har text format, graphics, fonts aur sab cheozo ko save kar leta hai aur bohat kam MB's ki file banata hai.
PDF ek system hai jisy Camelot kehte hai jo PDF mein banaya jata hai. Ye dunya rehny kay liye bohat asaan hoti ja rahi hai jo technology ki wajah sey asan hota ja raha hai.
Dunya ab digital ho chuki hai aur iss digitalization mein bohat sey kaam aisy hai jo gadgets aur internet sey hal hote hain ab gadgets aur internet baghair kaam karna mushkil ho gaya hai. PDF ek aisa system hai jisne paperwork ko kam kar diya hai aur computer, mobile, laptop, smartphone, tablet, phablet aur notebook par ddocuments ko read karna asan bana diya hai. PDF ko open karne kay bohat sey softwares bhi market mein available hain jin mein most popular Adobe Acrobat PDF Reader, Foxit PDF Reader waghera shamil hain.
PDF kya hai nice buddy
ReplyDelete