NEFT Ki Jankari NEFT Full Form Meaning In Hindi
NEFT Ki Full Form NEFT Full Form In Hindi
NEFT Full Form Meaning In Hindi |
National Electronic Fund Transfer Meaning In Hindi
NEFT ki full form National Electronic Funds Transfer hai. NEFT aik national payment system hai jo kay individuals aur companies ko aik bank sey dusry bank mein funds transfer karne ki facility deta hai. Simple words mein NEFT Funds transfer karne ka aik electronic system hai jo kay 2 banks kay darmiyan hota hai. Koi bhi shakhs internet banking account kay zariye dusry account mein NEFT istemal karte hue asani key sath transfer kar sakta hai.
Wo Customers jo Funds transfer karne kay liye NEFT istemal karna chahte hain unhen kuch information bhi darkar hoti hai jis mein Account Holder Ka Name, Account Holder ka account number, Jahan paise bhejne hain us fard kay bank ka IFSC (Indian Financial System Code) bhi chahiye hota hai.
Comments
Post a Comment